Google Plus kya hai? Google Plus ke fayde aur nuksan kya hai?


Google Plus kya hai? Google Plus ke fayde kya hai?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “Google Plus kya hai” aur “Google Plus par account kaise banaye” agar aap bhi Google Plus ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Google Plus kya hai? Google Plus ke fayde aur nuksan kya hai?
Google Plus kya hai? Google Plus ke fayde aur nuksan kya hai?

Google Plus ke bare mein Sabhi details jane ke liye is article ko Shuru Se Lekar end Tak Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye ummid karte hain aapko Hamare Sabhi post Pasand aa rahi hai aur Usi Tarah Se Hamari Aane wali post ko bhi Pasand Karte Rahe.



Hum computer mein google ka istemal karte hain lekin aapne Google Plus ka naam to suna hi hoga aap ko pata Hoga Ki Google Plus Kya Hota Hai lekin bahut se log Google Plus ke bare mein Nahin Jante Hai unko nahi pata hai ki Google Plus kya hai isiliye Aaj Hum is post mai aap ko batane Wale Hain what is Google Plus.



Jab aap online internet par kuch bhi search karte hain to bahut sari website par aapko login karte waqt sign in with Google Plus likha hua Hota Hai aur kai baar Google ki koi bhi service par ya blog, photos wahan par bhi Google Plus ka Option hota hai.



To hum aapko Bata De Google Plus Bhi Ek Google ka hai product Hai Jise Google nahi banaya hai Jis Tarah Se Hum Facebook or Twitter use karte hain Usi Tarah Se Ham Google Plus ko bhi use kar sakte hain.



Google Plus kya hai




Google Plus Google company ke dwara Banaya Gaya product hai Google + 1 social marketing website hai aur Google Plus mein bahut sari features or Suvidha bhi milti hai.



Google Plus par aap post aur status update kar sakte hain aur apni Baaton ko Lakhon karodo logo Ke Samne share kar sakte hain Google Plus main aap apne friends ko yaar relative ko bhi add kar sakte hain.



Google Plus ki madad se aap apne doston ko video call bhi kar sakte hain woh bhi bilkul free. Ab aap Google Plus ke bare mein samajh hi gaye Honge ki Google Plus Kya Hota Hai.



Lekin ab aap bhi soch rahe Honge ki Google Plus account kaise banaye lekin aap ko nahi pata Google Plus account kaise banaye to Aaj Hum Aap Ko batate Hain.



Google Plus account kaise banaye




Google Plus account banane ke liye Neeche Bataye Gaye process ko follow Karen.



Google Plus account banane ke liye aap ke paas Gmail ID hona chahiye.



Agar Apke Pas Gmail id hai to aap bahut hi aasani se Google Plus par account bana sakte hain Agar aapke paas Gmail id nahi hai to aap use bana le.



Sabse pahle aap computer mein Google Plus ki website khole.



Uske baad join Google Plus par click Karen click karne ke bad aap se aapki Gmail ID puchi Jayegi Gmail ID enter karne ke bad Google Plus account create hoyega.



Google Plus app download kaise kare




Google Plus app download karne ke liye Neeche Bataye Gaye process ko follow Karen.



Google mein Google Plus ka App Kobi launch kiya hai aap apne mobile mein Install kar sakte hain.



Play Store par chale Jaaye aur wahan pe type Karen Google Plus aur wahan se is app Ko download karke Install kar sakte hain.



 Google Plus kaise use Kare




Google Plus use karna bahut aasaan hai agar aap Twitter ya Facebook chalate Hain To aapko Google Plus ko use karna bahut hi Aasan hoga Google Plus main aap apne doston ko yar relative ko follow kar sakte hain.



Google Plus main aap post ya status update kar sakte hain aur photo video bhi upload kar sakte hain.



Google Plus ke fayde



Ab hum Jaan lete hain Google Plus ke kya kya fayde hai.



Google Plus me app Facebook or WhatsApp Ki Tarah group bana sakte hain.



Google Plus me photos videos post share kar sakte hain.



Google Plus 1 Google ka product hai aur Google Plus account create karne ke liye Hame alag se account banne ki jarurat nahi hoti hai.



To Is Tarah Se aap Google Plus account use kar sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha “Google Plus kya hai” aur “Google Plus account kaise banaye” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch sakte hain.



Is article ko aap apne doston ke sath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke update karna chahte hain to aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.


Google Plus kya hai? Google Plus ke fayde aur nuksan kya hai? Google Plus kya hai? Google Plus ke fayde aur nuksan kya hai? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 15, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.