Broadcast kya hai WhatsApp broadcast kya hai?


Broadcast kya hai WhatsApp broadcast kya hai?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “board cast kya hai” agar aap bhi WhatsApp broadcast ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Broadcast kya hai WhatsApp broadcast kya hai?
Broadcast kya hai WhatsApp broadcast kya hai?

Broadcast ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru se leke end Tak pura padhe Taki aapko har Jankari acche se Samajh Mein Aaye.



Bahut Sare log Social Media ka use karte hain aur apne doston ko chat Bhi Karte Hain bahut Sare log social media par group Bana kar Apne Dosto Se batchit Karte Hain.



Aaj ki is post mein hum aapko broadcast ke bare mein Jankari batayenge agar aap Nahi Jante broadcast kya hai aur broadcast kya hota hai to aap is post ko pura padh sakte hain Kyunki hum aapko broadcast ke bare mein Puri Jankari batane Wale Hain.



To chahiye Jante Hain WhatsApp broadcast Kya Hota Hai.



Broadcast Kya Hota Hai




Broadcast ki madad se ek vyakti Ek Hi message ko bahut Sare logo ke sath share kar sakta hai yeah Ek group Ki Tarah hota hai lekin group mein jitne log hote hain waha group ke sabhi logo ke paas dekhta Hai broadcast Mein Aisa Nahin Hota isme message private rehta hai.



WhatsApp broadcast kya hai




Bahut Baar hum ek message ko bahut Sare logo ko send karna chahte hain aur Agar hum ek ek Karke Alag Alag sabhi ko message send Karenge to Hame bahut sara Samay lagega broadcast Ek aisa feature hai jis ki madad se aap ek hi message Sabhi Logon Ko send kar sakte hain.



WhatsApp broadcast kaise use Kare




WhatsApp broadcast use karne ke liye niche batayega process ko follow Karen.



Sabse pahle aap apne WhatsApp ko khole.



Uske baad aapko sabse upar 3 dots option dekhega is par click Karen.



Uske baad aapko new broadcast ka option dikhega is par click Karen.



Uske baad aap broadcast list banana chahte hain aap is main jisse add karna chahte hain Unhe add kar sakte hain.



WhatsApp broadcast ke fayde



WhatsApp broadcast use karne ke fayde bhi Hote Hain Jo ki niche Bataye gaye hain.



Is group mein aap Jin Logon Ko add karte hain Unhe pata nahi hota ki aap kitne logo ko group mein add kiya hai.



WhatsApp broadcast ke dwara aap 256 logo ko ek Sath message send kar sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha “broadcasting kya hai” aur “WhatsApp broadcasting kya hai” agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko your post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment kar ke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Broadcast kya hai WhatsApp broadcast kya hai? Broadcast kya hai WhatsApp broadcast kya hai? Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 17, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.