Snapdeal kya hai? Snapdeal par account kaise banaye?


Snapdeal kya hai? Snapdeal par account kaise banaye?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki Is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “Snapdeal kya hai” aur “Snapdeal par account kaise banaye” agar aap bhi Snapdeal ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain Tu bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Snapdeal kya hai? Snapdeal par account kaise banaye?
Snapdeal kya hai? Snapdeal par account kaise banaye?

Snapdeal ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade taki aapko Har Jankari acche samajh Aaye.



Pehle Jamane Mein Hamein agar koi shopping karna Hota To Hamein Bazar Mein jaane ki jarurat hoti thi. lekin ab is Internet Ki Duniya Mein aap Ghar Baithe hi online shopping kar sakte hain aapko Bazar Mein jaane ki jarurat nahi hai.



Market mein bahut sari website hai jinki madad se aap online shopping kar sakte hain. lekin Aaj hum aapko Snapdeal ke bare mein batane Wale Hain agar aap ko nahi pata ki Snapdeal kya hai aur Snapdeal par account kaise banaye to aap is post ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain Snapdeal kya hai aur Snapdeal par account kaise banaye.



To Jante Hain Snapdeal par account kaise banaye aur Snapdeal kya hai.



Snapdeal kya hai




Snapdeal ek E-commerce website hai is website ki madad se aap Ghar Baithe online shopping kar sakte hain. Snapdeal main aapko bahut acche acche product Milte Hain aur Snapdeal par bahut jyda customer Jude hue hain.



Snapdeal par account kaise banaye




Snapdeal par account banane ke liye niche batayenge process ko follow Karen.



Sabse pahle aapko snapdeal.com is website par Jana Hoga.



Uske baad login or register ka option milega To Is par account banane ke liye register key option par click Karen.



Uske baad mobile number enter Karke continue par click Karen.



Uske baad aapko apni details dalny Hogi jaise ki mobile number email address aap ka pura naam date of birth password.



Uske baad continue par click Kare uske baad aap ke mobile par Ek OTP aayega.



OTP ko verify karne ke liye Diye Gaye box main use enter Karen.



Is Tarah Se aap apna Snapdeal par account bana sakte hain aur online shopping kar sakte hain.



Snapdeal se shopping kaise kare




Snapdeal se online shopping karne ke liye niche batayenge process ko follow Karen.



Sabse pahle aapko Apne account mein login Hona Padega.



uske baad apko jo product kharidna hai use search box mein search Karen.



Uske baad aapko product ki sari details Dikhai Jayegi uske baad aap buy now click Karen.



Uske baad aapko apni address details Dali Hogi Jaise pincode City locality full name mobile number.



Uske baad aapko payment method select karna hoga aap Chahe to online payment bhi kar sakte hai.



To Is Tarah Se aap Snapdeal se online shopping kar sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha “Snapdeal se shopping kaise kare” aur “Snapdeal par account kaise banaye” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap abhi niche comment Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne doston ke saath social media par share kar sakte hain taki yeh jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeh post kaisa laga aap niche comment box Mein comment kar ke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Snapdeal kya hai? Snapdeal par account kaise banaye? Snapdeal kya hai? Snapdeal par account kaise banaye? Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 05, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.