Adnow Kya Hai adnow se paise Kaise kamaye
Adnow Kya Hai adnow se paise Kaise kamaye
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Aaj uski is
post mein hum aapko btane Wale Hai "Adnow Kya Hai Yeh" agr aap
bhi adnow par account Banakar paise Kamana Chahte Hain. To aap bilkul sahi
article padh rahe ho is article ki madad se hum aapko sari jankari batayenge.
Adnow se paise Kaise kamaye jankari jane ke liye aap is
article ko Shuru se leke end Tak pura padh taki aapko sari Jankari acche se
samajh Aaye.
Agar aap blog ya website chalate hain to apne adnow ke baare
mein Suna Hoga. adnow 1 ad network hai. Jis Se aap apni blog ya website par ad
Laga kar paise Kama sakte hain isme aapko high quality ad Milte Hain Jo blog ya
website par hai CPC provide karta hai.
Agar apke blog ya website par Google AdSense ka approval
nahi mil raha hai to aap adnow ki ad laga sakte hai aur is Se paise Kama sakte
hain adnow ka approval Lena bahut Aasan hai yah new blogger ke liye best hai.
Adnow mein approval lene ke liye Jyada Samay nahi lagta kuch
website ya blog Aise hote hain Jin par Google AdSense ka approval lene ke liye
Kafi Samay lagta hai. lekin aap adnow se aasani se approval Le sakte hain aur
adnow se paise Kama sakte hain.
Adnow kya hai
adnow ek ad network Hai Jiski madad se aap apne website ya
blog par ads Laga kar paise Kama sakte hain adnow UK ki advertising company hai
jo ads provide karti hai Yah company 110 Se Bhi Jyada country Mein Apni service
provide kar rahi hai
Adnow ki sath 1700 se Jyada advertiser Jude Hai Aur 150000
Se Bhi Jyada publisher kaam kar rahe hain. Agar aap Hindi blog ko upload karte
hain to adnow Hindi fonts me ad show karwata hai.
Adnow se paise Kaise kamaye
Adnow se paise kamane Ke Liye aapko Apne website ya blog par
adnow ka ad Lagana Hoga aur uske baad aap ke blog ya website par Jyada Se Jyada
visitor Aane chahiye jitne Jyada visitor Ayenge aap itna Adhik paise Kama sakte
hain.
Adnow se Paise kamane Ke Liye aapko adnow par Apna account banana
hoga. to Jante Hain adnow account kaise banate.
Sabse Pehle apko adnow ki website par jakar sign up karna
hai. aap yahan se bhi click Karke adnow ki website par Ja sakte hain.
Uske baad aapko signup button par click karna hai.
Uske baad aapko registration karne ke liye sari details
dalni hai.
Jaise ki Name, email id, password, confirm password, accept
term and condition, I am not Robot and submit.
Uske baad aapke email address par 1 confirmation mail ayega
aur usme Ek link hogi Jis Par click Karke aap apni adnow account ko activate
kar sakte hain ab aapka adnow ka account create ho chuka hai.
Adnow now kaise use kare
Sabse Pehle Aap Ko adnow account mein login karna hai. Login
karne ke liye email id or password enter kare.
Uske baad aapko ek page Dikhai Dega wahan par aap ko add
site ka option Dikhai Dega us par click karna hai.
Uske baad aapko Yahan Par apni website ya blog ke baare mein
sari Jankari leni hai.
Jaise ki website name website address website language
website traffic.
Sari jankari feel karne ke baad add button per click karna
hai. uske baad Aap Ke Samne Ek new popup page open hoga.
Uske baad aapko "ok" button par click karna hai.
Phir aap ok button click Karenge to aap ki website adnow
account mein add ho jayegi ab aapke mail par add now account ke approval ka
mail ayega. Email aane ke bad aap ads Bana kar Apne website ya blog par Laga
sakte hain.
Adnow ke fayde
- Add now main aap widgets add ko Apne hisab se customise kar sakte hain.
- Adnow ki ads Lagana bahut hi Aasan hai aap se apne blogger website Mein aasani Se Laga sakte hain.
- Adnow ki ad Puri Tarah Se secure Hoti Hai Kyuki is ad network ko Pehle Se Hi check kiya Hota Hai.
- Adnow aapko minimum $20 pay karta hai.
- Adnow mein aap payment Paypal, payoner aur wire transfer ke dwara Le sakte hain.
- Adnow aapko 7 Din mein payment karta hai.
- Adnow aap ki Hindi website par hindi font me ad show karwata hai.
Is article Mein Humne Yah Jankari dekhi "what is
admob in Hindi" Jiske baare mein Humne aapko sari Jankari vistar se
Bataye Hai. Umeed Karte Hain Humne aapko adnow account kaise banaye yah Saari
Jankari acche se samajh aai hogi.
Agar aapki admob ka account banana Chahte Hain To Aap Hamare
is website ki madat Le sakte hain is Jankari ko aap apne Dosto ko social media
par bhi share kar sakte hain Taki yah Jankari unko bhi pata chal sake.
Aur Adhik article padhne ke liye aap Hamari website onlinehelp 2019 ko subscribe kar sakte hain aur nayi nayi article padh sakte
hain. Apna Bahubali Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Adnow Kya Hai adnow se paise Kaise kamaye
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 10, 2019
Rating: