Logo kya hai? logo kaise banaye?
Logo kya hai? logo kaise banaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein dost Aaj ki
is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “logo kya hai” agar aap bhi
logo ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe
hain.
Logo kya hai? logo kaise banaye? |
Logo ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post suru Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko har Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aap khud ka ek accha Sa logo banana chahte hain aur aap
ko nahi pata ki logo kaise banate hain ya logo kya hota hai to aap is post ko
pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain logo kaise banate hain ya logo
kya hai.
Agar aap khud ki website chalate hain ya khud ka YouTube
channel chalate Hain aur aap ko Apne YouTube channel ya website ke liye logo
banana hai to aap is post ko padh sakte hain logo banana bahut hi Aasan hai
apne website ko attractive banane ke liye logo bahut Jaruri Hota Hai.
Aaj hum aapko mobile se logo kaise banaye Uske bare mein
Jankari batane Wale Hain To Chaliye Jante Hain online logo kaise banaye ya logo
kaise banaye.
Logo kya hai?
Logo aap ki Product ki branding hoti hai. Logo text or image
Se Milkar banaya jata hai logo ki madad se aapke brand Ki Pehchan hoti hai. Har
brand ka logo alag-alag Hota Hai.
Ek accha logo banana Itna Aasan Nahi Hota Hai iske liye
Bahut Si Company apni brand ka logo banane ke liye Achha Paisa kharch Karti Hai.
Lekin hum aapko Ek Aisa trika batayenge uski madad se aap apna logo bana sakte
hain.
Logo kaise banaye?
Logo banane ke liye Neeche Bataye Gaye step ko follow Karen.
Logo banane ke liye aap ko sabse pahle uska colour
combination Kaisa hona chahiye Iske bare mein pata hona chahiye aap use accha
Sa colour combination select Karen Kyunki wah Jyada dark ya Jyada dull colour
ka Na Lage.
Uske bad apni logo ki size select Karen aap apne Logon Ko
perfect size select Karen jisse Dekhne Mein achha Lage.
Uske baad aap apne logo ke liye accha Sa symbol select
Karen.
Logo design kaise kare?
Logo design karne ke liye hum aapko website ke bare mein
Bata rahe hain jis ki madad se aap aasani se logo design kar sakte hain aur
usse Apne website ya YouTube channel ke liye use kar sakte hain.
Sabse pahle aap ko Apne computer ya mobile mein designevo.com
is website par Jana Hoga.
Uske baad aapko make free logo button Dikhai Dega us par
click karna hoga.
Uske baad aapko Apne logo ki category select Karni Hogi.
Uske baad Aap Ke Samne Ek box aayega Jisme aap ko pahle wale
option Mein Apni website ka naam enter karna hai aur dusre Mein Koi Bhi slogan
likhna hai aur get started per click karna hai.
Uske baad Aap Ke Samne logo edit karne ka option aayega uske
baad aap apne Logon Ko edit kar sakte hain.
Logo edit karne ke bad aap use logo ko download kar sakte
hain aur use save kar sakte hain uske baad aap use logo ko apni website ya
YouTube channel par Laga sakte hain.
Is Tarah Se Badi aasani se aap apna khud ka logo bana sakte
hain aur use apni website ya YouTube channel Mein use kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “free logo kaise banaye” aur
“mobile se logo kaise banaye” Agar aapka is article se related Koi Sawal
hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment box mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates paana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Logo kya hai? logo kaise banaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 01, 2019
Rating: