कंप्यूटर के इनपुट डिवाइस | Computer Input Device in Hindi

कंप्यूटर के इनपुट डिवाइस | Computer Input Device in Hindi



Namaskar Dosto aap sabhi ka Swagat Hai Hamare is post Mein Dosto aaj ki is post Mein Ham aapko batane Wale Hain "Computer ki input device kya hai" agar aap bhi computer ki input device ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

Computer Input Device in Hindi

Computer Input Device in Hindi



Agar aap computer input device ke bare mein Sabhi Jankari Janna Chahte Hain to is post ko Shuru Se Lekar end tak pura padhe taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.



Computer ki input device in Hindi




Aapko Kisi Na Kisi Ne yah Sawal Jarur poochha Hoga Ki computer ki input device kaun si hai agar aapko computer ki input device ke bare mein Jankari nahin hai to aap us ke Sawal Ka Jawab Nahin de sakte lekin is post Mein Ham aapko computer input device ke bare mein sari jankari batayenge.



Computer input device 




Mouse ( pointing device )



Mouse computer mein pointing device ka kam Karta Hai Mouse yah Ek input device Hai Mouse Mein Do Ya teen button ho sakte hain Jiska use aap kar sakte hain Mouse computer mein pointing ka kam karta hai mouse pad per Mouse ko ghumane per pointer ko aap Ghuma sakte hain.



Keyboard



Keyboard computer mein input Dene Ka kam karta hai isiliye keyboard Ek input device Hai keyboard ki madad se aap computer mein koi bhi data aasani se enter kar sakte hain. Keyboard per bahut sari key Hoti Hai Jo Ek typewriter ke keyboard per hoti hai. Keyboard ka use aap text write karne ke liye kar sakte hain.



Joystick



Joystick ek input device hai iska use game khelne ke liye Kiya jata hai Iski madad se aap apne computer per aasani se game khel sakte hain.



Barcode reader



Barcode reader ki madad se barcode ko read Kiya jata hai barcode me chaudaai Ki Kali Patti hoti hai aur uski chaudai Aur donon partiyon Ke bich ki Duri ke hisab se usmein Suchna rahti hai un suchna ko barcode read karta hai.



Scanner



Scanner ek input device hai scanner ki madad se aap Kisi bhi paper ya magnesia Kisi bhi format ke image ko computer file Mein scan Karke uska use kar sakte hain.



To yah Sare computer input device hai ine ki madad se aap apne computer mein input dekar uska use kar sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha "Computer input device kya hai" aur "Computer input device in Hindi" Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamen niche comment box Mein Jarur Puche.



Agar aap Hamari website ke sath judna Chahte Hain To aap Hamari website "onlinehelp2019" ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyvad.


कंप्यूटर के इनपुट डिवाइस | Computer Input Device in Hindi कंप्यूटर के इनपुट डिवाइस | Computer Input Device in Hindi Reviewed by JALINDAR ALHAT on October 03, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.