Tumblr kya hai tumblr per account kaise banaye ?

Tumblr kya hai tumblr per account kaise banaye ?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ki is post Mein Ham aapko batane Wale Hain "Tumblr kya hai" ? agar aap bhi tumblr.com ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hai.

Tumblr kya hai
Tumblr kya hai


Aajkal Har Koi online information search karna Pasand karta hai. Internet per aapko bahut sari information bilkul free mein mil Jayegi agar aap koi bhi Jankari search karna chahte hain to use internet per aasani se search kar sakte hain.



Internet per bahut Sare blog hote hain Jiski madad se information provide ki Jaati Hai matlab ki aap bhi khud ka blog Banakar information provide kar sakte hain aur aap apni Khud Ke blog se paise bhi Kama sakte hain.



Agar aapko Nahin pata ki blocking kya hota hai ya Tumblr kya hai to aap is blog post ko Shuru Se Lekar and Tak pura padhe Taki aapko har Jankari acche se samajh Aaye.



Tumblr kya hai




Tabla Ek platform Hai Jahan per aap apna khud ka blog create kar sakte hain. tumblr main aapko bahut Sare features Milte Hain Jahan per aap apne blog me use kar sakte hain. Tumblr per account banane ke liye paise Nahin lagte. Yah bilkul free platform hai.



Agar aap khud ka blog banana chahte hain to uske liye aapko tumblr par account banana hoga to Chaliye Jante Hain tumblr per account kaise banaye.



Tumblr per account kaise banaye




Tumblr per account banane ke liye niche bataye step ko follow Karen.



Sabse pahle aapko tumblr.com is official website per Jana Hoga.



Uske bad aapko login ka option Dikhai Dega use per click Karen.



Uske bad aapke Samne Ek new page khulega ismein aapko apni Jankari fil karna hoga.



Uske bad aapko signup button per click karna hoga aur uske bad aapko age poochha Jaega aapko age bharna hoga.



Uske bad term and condition ko check Karke next button per click Karen.



Uske bad aapko age feel karna hoga.



Uske bad aapko apni Manpasand 5 category ko select Karke next per click karna hoga.



Uske bad aapko Gmail verify karna hoga aapke Gmail per ek message aayega use per click Karen.



Ab aapka tumblr account create ho chuka hai uske bad aap skip to your dashboard per click Karen.



Tu Is Tarah Se aap apna tumblr account banaa sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha "Tumblr kya hai" aur "tumblr account kaise banaye" Agar aapka is post se related Koi Sawal hai to aap Hamen niche comment box Mein Jarur pahunche.



Agar Aap Hamare blog ke update pana chahte hain to aap Hamari website "onlinehelp2019" ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyvad.



Tumblr kya hai tumblr per account kaise banaye ? Tumblr kya hai tumblr per account kaise banaye ? Reviewed by JALINDAR ALHAT on September 21, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.