WhatsApp status ko private kaise karen

WhatsApp status ko private kaise karen




WhatsApp application bahut hi popular Hai. WhatsApp per Lakhon users status dalte Hain agar aap bhi Ek WhatsApp user hai aur aap bhi status daalte hain aur aap Chahte Hain Ki us status ko Kuchh log Dekhen Jaise aap status usko private karna chahte hain yah aapko Nahin pata ki status ko private kaise karen to aap is post ko Shuru Se Lekar and Tak pura Pade.

WhatsApp status private setting in hindi
WhatsApp status private setting


Agar aap apne WhatsApp status per koi video Lagate hai ya koi text add karte hain aur use private karna chahte hain to aap use Badi aasani se a private kar sakte hain.



To Chaliye Jante Hain WhatsApp status ko private kaise karen.



WhatsApp status ko private kaise karen




Sabse pahle aap apne phone mein WhatsApp Messenger ko kholen.



Uske bad aapko 3 dot Dikhai Denge jo ki sabse upar Honge us per click Karen. Usmein aapko setting ka option Dikhai Dega us per click Karen.



Setting per click karne ke bad aapke Samne aur kuch option aaenge jismein se aapko account per click karna hai.



Uske bad aapke Samne aur option Aa Jayenge usmein se aapko privacy per click karna hai.



Uske bad aap ko status per click karna hai.



Status per click karne ke bad aapke Samne 3 option aayenge Jinka matlab niche bataya gaya hai.



My contact - yah WhatsApp mein by default hota hai is setting Mein aapka status jitne bhi aapke mobile mein WhatsApp contact Hai vah Sabhi dekh sakte hain.



My contact except - is option mein aap apne contact number ko select Karke Unki list kar sakte hain jo ki aapke status nahi dekh Payenge.



Only share with - is option mein aap manually select kar sakte hain ki kaun kaun aapke WhatsApp status dekh sakta hai.



in option ka use Karke aap apne WhatsApp status ko private kar sakte hain inmein se sabse best my contact except per click Karke aap un Sabhi WhatsApp contact ki list aapke Samne aa Jayenge Jise aap apna WhatsApp status share nahin karna chahte.



To Is Tarah Se aap apne "WhatsApp status" ko Badi aasani se private kar sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha "WhatsApp status ko private kaise karen". Agar aapka is post se related Koi Sawal hai to aap Hamen Jarur Puche.



Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap Hamari website "onlinehelp2019" ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyvad.


WhatsApp status ko private kaise karen WhatsApp status ko private kaise karen Reviewed by JALINDAR ALHAT on October 04, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.