Janiye Android phone ka backup Kaise le
Janiye Android phone ka backup Kaise le
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare aaj ki is post mein Aaj
Hum baat karne wale hai "Android phone ka backup Kaise le".
Agar apke phone ka aapko backup lena hai to aap bilkul sahi article padh rahe
ho. Sath is article ke Madhyam se aap janenge contact number ka backup Kaise
le.
Android phone mein message ka backup Kaise le Yeh Hai
Jankari Bhi Hum Aaj Ki is article ke Madhyam Se Jayenge. yah sari Jankari hum
aap ko bilkul Saral bhasha mein samjhenge. Umeed karte hain Aapko Hamari Sabhi
article Pasand aa rahi hai aur ISI Tarah Se Aap Hamare Sabhi article ko Pasand
Karte Rahe.
Aaj ki is digital Duniya Mein Har vyakti phone ka istemaal
karta hai aur hum Apna zaroori information or data phone mein save Karte Hain
jaise contact number, message bahut zaroori Hote Hain Agar aapka phone Kahi gum
ho jata hai ya phir kharab ho jata hai to ise mein bahut sari pareshani hoti
hai Jis Se aapka phone mein jo information ya data hota hai. woh Hume phone ka
backup Lena Hota Hai. Aap apne phone mein video aur photo ka bhi backup Le
sakte hain phone kharab hone par backup file kaam Aati Hai aap ke sare message
aur photo save Rahe iske liye hum aapko SMS backup Kaise Le aur photo ka backup
Kaise Le yah bhi batayenge.
To Jaante Hai mobile phone ka backup Kaise Le agar aap bhi
Apne important data ka backup Lena chahte hai to aap is article ko
"Android phone ka backup Kaise Le" Shuru se leke end Tak pura
pade taki aapko sari Jankari achhe se
samajh Aaye.
Android mobile ka backup Kaise le
Apne mobile ka backup lene ke liye hum aapko bahut hi best
application ke baare mein Bata Rahe Hain Jinke madat se aap apne mobile phone
ka backup Le sakte hain to Chaliye Jante Hain mobile data backup Kaise le.
Super backup and restore
Is application ki madad se aap apne phone ka backup Le sakte
hain to Jante Hain is app ko kaise use kare.
Sabse Pehle Aap apne phone mein Play Store Mein Chale jaye
aur wahan pe type kare super backup and restore ro download kare.
Download hone ke baad App application ko install kare.
Install hone ke baad application ko khole aur aap ke samne
bahut Sare Vikalp Ayenge aap jis file Ka bhi backup Lena Chahte Hain us par
click kare.
file ko select karne ke baad backup ke option per click
kare.
Uske baad file backup ko save karne ke liye kahan Jayega aap
usse by default Rakhe aur ok button per click kare.
Aapne jis data file ka backup liya hai usse restore karne ke
liye us par click kare.
Uske baad restore option per click kare.
Restore karne ke baad aapko backup file select karna hai aur
ok button par click karna hai ab Aap Ka restore file ho jayega.
Easy backup and restore
Is application ki madad se aap contact apps video photos
message or dusri bhi deta Ka aasani se backup Le sakte hain aur usse external
SD card mein save kar sakte hain.
Sabse Pehle Aap Ko Google Play store pe jaana hai aur type
karna hai easy backup and restore uske baad download karna hai.
Download hone ke baad Install kar lena hai.
Uske baad application ko kholna hai Jaise aap application ko
kholte hain aap ko backup ke liye kahan Jayenge aap Usi Samay backup Le sakte
hain ya baad mein bhi makeup Le sakte hain.
Ab aap ko Mein manu par click karna hai aur setting Mein SD
card backup directory per click karna hai.
Ab storage par click Karke ok button per click kare.
Uske baad data select Karke ok button par click kare aapko
Jis file backup lena hai usse select
Kare aur ek ek Karke bhi aap backup Le sakte hain.
Uske baad sd card set kare aur Ok par click kare aapko
backup ka naam dena hai aur Ok par click karna hai ab aap ka backup shuru ho
jayega.
Uske baad view data ki madad se aap backup ko view kar sakte
hain. Backup file ko file manager Mein Bhi Ja Ke Dekh sakte hain.
Backup file ko restore kaise kare.
Backup ko restore Karne Ka Tarika jane ke liye aap Neeche
batayenge step ko follow kare.
Sabse Pehle Aap application khole Aur Main manu par click kare.
Ab Yahan Par restore par click kare.
Uske baad SD card ko select kare.
Uske baad SD card select karne ke baad aap se sms ke liye
application ko default set karne ke liye Pucha Jayega To isme aap yes ya cancel
bhi select kar sakte hain.
Uske baad aapko select folder Apne Sabhi file ka backup liya
hai uske liye aapko Jis file ka backup liya hai us par click karna hai next
restore karne ke liye confirm ka option Milega To ok button par thik kare.
Aaj ki is article ke Madhyam se Humne Jana ki "Android
mobile ka backup Kaise Le" aur uske Sathh i Humne aapko Yahan Bhi bataya ki
contact backup Kaise Le Umeed Karte Hain Aapko Hamari dwara Di Gai Ho Jankari
pasand aayi Hogi.
Is article ke jankari aap apne Dosto ko social media par bhishare kar sakte hain Jis Se Yah Jankari unko bhi mile.
Agar Aap Hamare website ki updates Pana chahte hai to aap
Hamari website ko follow kare.
Janiye Android phone ka backup Kaise le
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
February 28, 2019
Rating: