Smartphone main app hide kaise kare
Smartphone main app hide kaise kare
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Aaj Ki is
post Mein Hum batane Wale Hain "Android phone mein app hide kaise
kare" agar aap bhi app ko hide karna chahte hain. to aap bilkul sahi
article padh Rahe Ho Kyunki Aaj Hum batane Wale Hai "Android phone app
hide" Kaise hide kare.
Mobile app hide kaise kare sari Jankari is article ke
Madhyam se janenge ho sari Jankari aapko Hum bilkul Saral bhasha mein hum
Jayenge. ummid karte hain Aapko Hamari Sabhi article Pasand aa rahi Hogi aur
ISI Tarah Se Hamari blog par Aane Wale Sabhi article ko Pasand Karte Rahe.
Aaj ki is digital Duniya Mein Hum sab sara kaam mobile par
karte hain aur hum apne mobile mein bahut Sare application install karte hain.
Jiska istemal karna Hota Hai bahut sare applications Aisi Hoti Hai Jise Hum
share nahi kar sakte. jis mein Hamari personal data Hota Hai. Aajkal ki is
digital Duniya Mein Hum mobile application Ki Madad se online recharge, money
transfer, train book ticket or bahut sari cheeje mobile application ki madad se
kar sakte hai. or ise app ko aap hide kar sakte hai.
to Jante Hain "mobile app hide" kaise kare
agar aap bhi Apne smart phone mein kisi app ko hide karna chahte hain to is
article ko smartphone ki application ko hide kaise kare Shuru se leke end Tak
Tak pura padhe taki aapko Sabhi Jankari acche se samjhaaye.
Mobile app hide kaise kare
Apne smartphone mein kisi bhi application ko hide karne ke
liye hum aapko hide karne wala app ke baare mein Bata rahe hai Jis Ke Madhyam
se aap Kisi bhi application ko Apne smartphone ki Home Screen se hide kar sakte
hain toh Chaliye Jante Hain.
Galaxy launcher
Sabse pahle Google Play store pe chale jaye aur wahan pe
type kare "Galaxy launcher" aur Wahan Se download kare.
Uske baad install kare.
Uske baad application ko khole application ko khulte hi
aapke smartphone ki theme change ho jayegi.
App ko hide karne ke liye aapko "Galaxy launcher"
ke setting Mein Jaana hoga.
Uske baad app drawer mein jaana hai.
Uske baad aapko hide app ka option Dikhai dega.
Ab aap jis application ko add karna chahte hain usko select
kare save per click kare ab aap ka app hide ho chuka hai.
Agar aap apne aap ko unhide karna chahte hain to phir se aap
hide app jaye right side ki tick Hata kar save per click kare ab Aap Ka app
Phir Se show hone Lagegi.
Solo launcher
Sabse Pehle Aap Google Play store pe chale jaye aur wahan pe
"Solo launcher" application Ko download kare.
Download hone ke baad install kare.
Install hone ke baad application ko Khole.
Uske baad Menu me Jaye menu main aap ko hide app ka option
Dikhai Dega hide app option par click kare.
Ab aap ko Sare app Dikhai Denge Jo aapke smartphone Mein
install hai aap Sabhi app ko hide kar sakte hain.
Agar aap Dobara apne aap ko unhide karna chahte hain to uske
liye Menu open kare uske baad hide app Ke Samne Apne Jo app select Karke tick
Lagaya Tha use Hata De aur se upar click Kare ab aapka app unhide ho jayega.
Apex Launcher
Sabse Pehle Apex Launcher app Ko download kare.
Download hone ke baad install Karle.
Uske baad app ko khole aur iska use kare.
Uske baad app ke setting mein jaye aur drawer setting Mein
Jaye.
Drawer setting main aap ko hide apps ka option dikhega us
par click kare.
Uske baad aapko Yahan Par Sabhi apps show Honge Jo aapke
smartphone Mein install hai aap jisse bhi application ko hide karna chahte hain
Uske Aage Tick LaGaye.
Uske baad aapko application ko hide karna hai uske liye tick
kare uske baad save option par click karna hai to Is Tarah Se aap apne
application ko bahut aasani se hide kar sakte hai.
Application ko unhide kaise kare to aapko application Mein
Chale Jana Hai aur aapne jis application ko unhide karna hai uske liye Jo tick
kiya tha usse hatakar save karna hai aapka app phir se screen par dikhega.
Aaj ki is article ke Madhyam se Humne Sikha mobile application ko kaise hide Kare aur Saathi Hum Ne Yeh bhi bataya app ko "unhide
kaise kare" ummid Karte Hain. Yeh Hamare dwara Batai gai Jankari aapke
liye useful Rahi Hogi.
Yadi aapko bhi Apne Kisi app ko hide karna hai to Aap Hamare
is article ki madat Le sakte hain Agar Aapko Hamari Jankari achi lagi ho to aap
hame comment ke dwara Jarur Bataye.
Is article ki jankari aap apne Dosto ko social media par
share kar sakte hain Taki Mein Jankari unko bhi Pata Chale aur is article se
aapko Koi Sawal puchna hai to aap hame comment Karke pooch sakte hain.
Aap Hamare website ke updates panna Chahte Hain To aap hame
follow kar sakte hain.
Smartphone main app hide kaise kare
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 01, 2019
Rating: