Like App kya hai like application kaise use kare - in Hindi
Like App kya hai like application kaise use kare - in Hindi
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post me aaj ki is
post Mein Hum Bat karne Wale Hai. "like App kya hai" agar aap
bhi like App ka use karna chahte hain aur uske baare mein Jankari Jaana chahte
hai to aap bilkul sahi article par Aaye Ho Kyunki is article Mein Hum Jayenge
like App kya hai.
Like APP par account kaise banaye Yeh Sabhi Jankari Hum is
article ke Madhyam se janenge. Hum aapko Yeh sari Jankari bilkul Saral bhasha
mein samjhenge. Umeed karte hain Aapko Hamari Sabhi article Pasand aa rahi hai.
ISI Tarah Se Aap Hamare Aane Wale article ko bhi Pasand Karte Rahe.
Aapne social media mein bahut sari funny video, dialogs
video Dekhi Hogi aajkal Is Tarah Ki video Banai jati hai aur social media par
share ki ja rahi hai bahut log Is Tarah Ki Videos Banakar paise bhi kam aa rahe
hain. Lekin aapko Bata De like App Ki madad se aap bhi apni funny video bana
sakte hain aur aap Apne Dosto ke sath social media par share kar sakte hain ab
aap bhi acting ya dialogue bolna Pasand Karte Hain To app like App Ki madat se
usse video bana sakte hain.
To Chale Jante Hain "like APP Kaise Chalaye" agar
aap bhi phone mein se like app download karke video banana chahte hai to aap is
article ko Shuru se leke end Tak pura padhe Taki aapko Har Jankari acche se
samjhaye.
Like App kya hai
Like app ek Android app Hai jis ki madad se aap funny videos
bana sakte hain isme aap ko bahut Sare features Milte Hain Jis ki madad se aap
apne video mein add kar sakte hai is application me 10 bhasha hai mein aap apni
videos Mein Koi Bhi Bhasha select kar sakte hain. Aap like APP par Banai Gai
videos social media par share kar sakte hai Jaise WhatsApp, Facebook, Instagram
par share kar sakte hain.
Like APP kaise download kare
Like APP par videos banane ke liye sabse Pehle Aap Ko Aise
download karna hoga toh Jante Hai usse kaise download kare.
Sabse Pehle Aap apne phone mein Google Play Store par chale
gaye aur wahan pe type kare "like APP" aur Wahan Se download kare.
Download hone ke baad install Karle.
Uske baad app ko khole aur ab aap like APP ka istemal kar
sakte hain.
Like application par account kaise banaye
Like application par account banane ke liye aap ko Neeche
Diye step follow karna hai.
Sabse Pehle App Ko open Karle.
Application ko open karne ke baad aapko Ek Bhasha select
karna hai.
Is application main account create karne ke liye aapko isme
option Milte Hain aap Chahe to Facebook account yah Google account se bhi isme
account taiyar kar sakte hain.
Uske baad aap application me login Ho Jati Hai.
Like application kaise use kare.
Like App application istemal karna bahut Aasan hai is
application ko aap aasani se istemal kar sakte hain to Chaliye Jante like APP
Kaise Chalaye.
Sabse Pehle is application ko open karne ke baad Pehla
option profile dikhega usko click Kare like app par Jo profile lag jata hai
uska icon Chota Dikhta Hai yahan se aap apna profile bhi set kar sakte hain.
Uske baad follow button par click karne par aapko Woh videos
Dikha Denge Jo Apne is Mein dala hai.
Uski Baat popular isme aap ko Sabhi popular video Dikha
Denge.
Uske baad nearby is option ki madad se aap logo ko dekh
sakte hai jo aap ke nazdeek hai.
Uske baad latest is option ki madad se aap latest video dekh
sakte hain.
Uske baad global is option mein aap Kisi Aur desh ki video
dekhna Chahte Hain To is option par click kare.
Uske baad notification Bell is option mein Jab koi video
like ya comment Karta Hai To Dikhai deta hai.
Like APP ke features
like application main aapko bahut Sare features Milte Hain
Jante Hain features ke baare mein.
Sabse Pehle select music aap apne videos Mein music select
kar sakte hai ya koi song add kar sakte hain.
From album iski madad se aap direct Gallery se koi bhi video
upload kar sakte hain.
Uske baad 4d Magic is feature ki madad se aap magic video
bana sakte hain iske liye aapko camera on karke acting karna Hota Hai.
Face stickers iski madat se aap apne face ko naya look de
sakte hain.
Uske baad Music Magic iski madat se aap music filter Dal
sakte hain.
Dialogue acting is features ki madad se aap koi bhi dialogue
add kar sakte hain.
Aaj ki is article ki madad se Humne Jana "like App
kya hai" aur isi ke Saathi Humne ye bhi Jaana "like APP ko
kaise use kare" ummid karte hain. Hamare dwara Di Gayi yah Jankari
aapko useful Lagi Hogi.
Agar aap like app download karke usse chala na Chahte Hain
To Aap Hamare post ki madat Le sakte hain.
Yeh Hai Jankari aap apne Dosto ko social media par bhi share
kar sakte hain. Jis Se unko bhi is cheez ke baare mein knowledge milega.
Agar aap Hamari website ki update Jana chahte hai to aap
hame follow kar sakte hain.
Like App kya hai like application kaise use kare - in Hindi
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
February 27, 2019
Rating: