Mobile me cache memory Kaise clear kare
Mobile me cache memory Kaise clear kare
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Baat Aane Wale Hai. "CACHE memory Kaise clear Kare" agar aap
bhi apne phone Ki Cache memory clear karna chahte hain to aap bilkul sahi
article padh rahe ho Kyunki Aaj Hum Batane Wale Hai Kya cache Kaise clear kare.
Mobile me Cache clear kaise kare
Aaj Hum is article ke Madhyam se janenge Ki cache memory
Kaise clear kare. Yah Jankari hum aapko bilkul Saral bhasha mein Samajyenge.
Umeed karte hain aapko Hamari Sabhi article Pasand aa rahe hain ISI Tarah Se
aap Hamare blog par Aane Wale article ko Pasand Karte Rahe. Aap apne phone mein
koi bhi kaam kar rahe ho Chahe aap application ko open Kiya ya koi game khelte
Hain oh Sara data aap ki phone mein save ho jata hai usse cache data kehte
kehte hain. Yah Sara data aap ke phone ki file Manager mein store rehta hai is
se aapka memory aur internal card ki stories kam hoti hai. Hum mobile par
internet chalate hain aur browser mein kuch bhi search karte hain ya Kisi bhi
website par Jaate Hain yo Sara data Hamare browser me store rehta hai agar aap
mobile me Chrome ka istemal Karte Hain To aap ki phone mein Sara data store
karta hai aap apne browser Ke cache ko clear kar sakte hai.
Tu chahiye Jante Hain phone mein cache Kaise clear kare apne
phone mein cache memory clear karne ke liye is article ko Shuru se leke end Tak
Padhe taki aap ko sari Jankari acche se samajh Aaye.
Cache Ko clear kaise kare.
Jab Hum Apne smartphone par koi bhi app ya browser kholte
Hain To wo Sara data RAM memory Mein Save Hota Hai. ise cache memory Kehte Hai
yah data phone ka prayog karne ke sath internet browsing aur application ka
prayog se Aata Hai. Matlab ki hum jo bhi kuch search karte hain wo Sara data
Hamari cache memory Mein save ho jata hai kabhi kabhi Yah data bahut Adhik hota
hai jisse delete karna Zaroori Hota Hai. Nahi to Aapka phone slow kaam karta
hai.
Mobile mein cache memory Kaise clear kare.
Apne smartphone Ki cache memory clear karne ke liye aapko
batayenge step ko follow karna hoga.
Sabse Pehle Aap smart phone ki setting me jaye.
Ab aap ko application ka option Dikhai Dega us par click
kare.
Aap ko jis app ka cache memory clear karna hai usse select
kare.
Ab Aap Ke Samne clear cache ka option aayega us par click
kare.
Us par click karne ke baad aap ke application ka Cache clear
ho jayega.
Phone mein cache memory Kaise clear kare
Phone mein cache memory clear karne ke liye Aur Bhi tarike
Bata rahe hain Jis se aap phone ki cache memory clear kar Payenge.
Google Chrome cache clear
Sabse Pehle Google Chrome ko khole
Uske baad Menu par click kare.
Menu par click karne ke baad setting per click kare.
Uske baad privacy par click kare.
Uske baad Clear browsing data ko select kare.
Aapke Google Chrome ka sara Cache clear ho jayega.
Browser Cache clear
Sabse Pehle browser ko khole.
Uske baad menu button par click kare.
Aap setting Mein Jaye.
Uske baad privacy and security per click kare.
Uske baad clear cache per click kare.
Ab aap ke browser ke Sara Cache clear ho chuka hai.
Cache memory Kaise clear Kare
Ab aap ko ek application ke dwara mobile ki Cache clear
Karne Ka Tarika Bata rahe hain is app ki madad se aap apne smartphone Ki Chachi
clear kar sakte hai.
Sabse Pehle Aap Apne phone mein Google play store Par Jaye
or type kare "Clean Master" aur download per click kare.
Download hone ke baad install kare.
Install hone ke baad application ko khole.
Application ko kholne ke baad junk file par click kare.
Uske baad grant option per click kare Grand data or junk
file ko scan kare.
Uske baad ab clean junk par click kare ab aap ki cache data
clear ho chuka hai.
Cache memory clear karne ke benefit
Agar aap apne smartphone ki cache memory clear kar dete Hain
To usse Aap Ko fayda Milta Hai Aur Yeh aapke smartphone ke liye achha rehta
hai.
Cache memory clear karne se smart phone hang hone ki
Sambhavna kab rehti hai.
Cache memory clear hone se phone ki speed badhti hai.
Aapke smartphone ko Jyada space Milega Jis Se aap dusra data
save kar sakte hain.
Aaj ki is article Main Apne Dekha "cache memory Kaise
clear kare" iske saath Dekha ki "cache memory clear karne ke
fayde" ummid Karte Hain Ki Hamari dwara batai jankari aapke liye helpful
Rahi Hogi.
Mobile ki cache memory Kaise clear Kare Yeh jane ke liye Aap
Hamare article ki help Le sakte hain.
Is article ki jankari aap apne Dosto ko social media par
share kar sakte hain Jis Se Yeh Jankari unko bhi Pata Chale Jayenge.
Agar Aap Hamare website ki updates pana chahte hain to aap
Hamari website ko follow kar sakte hain.
Mobile me cache memory Kaise clear kare
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
February 27, 2019
Rating: