swiggy kya hai aur swiggy pe account kaise banaye

swiggy kya hai aur swiggy pe account kaise banaye




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ki is post Mein Hum batane wale Hain "swiggy Kya Hai" agar aap bhi kuch naya Jankari Jaana chahte hai to aap bilkul sahi article padh rahe Ho aaj ki is article Mein Hum janenge "swiggy se order kaise kare" sari jankari pane ke liye aap is post ko pura padhe.

swiggy kya hai


Swiggy se order kaise kare yah sari Jankari is article ke Madhyam se janenge. Hum sari Jankari aapko bahut Saral bhasha mein Batayenge. Umeed Karte Hain aap ko Hamara Pichla article Pasand Aaya hoga aur Usi Tarah Se Hamare Aane Wale article ko bhi Pasand Karte Rahe.



Swiggy 1 online food deliver app hai jis ki madad se hum khana order sakte hain. Swiggy ki madad se aap online khana order kar sakte hain. Swiggy se kuch bhi order karne par aapko Jyada Intezar nahi karna hota hai. Kyuki uski delivery time par hoti hai. Swiggy se order karne par aapko 50 % tak discount Mil Jata Hai. Agar aap restaurant ya Hotel Mein jakar khana khane ke Muqabla swiggy se order karna Sasta padta hai. "Swiggy app kaise use kare" ke baare mein Jaana Chahte Hain To aapko is post ko Shuru se leke end Tak Puri Padhni Hogi taki aap ko sari Jankari acche se samjhaye.



Swiggy kya hai




Aajkal Ki Is digital Duniya Mein Har Koi digital Banna Chahta Hai har koi online chije khridana chahte hain. uske sath aap Aaj is digital Duniya Mein khana Bhi Online Manga sakte hain online khana banane ke liye swiggy app aapko madad karta hai swiggy app Dheere Dheere popular ho raha hai aaj ke time pe jo ki bahut acchi app hai.



Swiggy app kaise download kare




Swiggy app download karne ke liye aap ko sabse pahle Google Play Store ko kholna hai aur wahan pe search karna hai "swiggy food order and delivery" app Yah search karne ke baad aap ko download karna hai.



Swiggy app par account kaise banaye



Swiggy app download hone ke baad usse Apne smartphone Mein Install kar lena hai.



Ab aapko swiggy app kholna hai. Ab aapko delivery location add karna hai.



ab Aapke Samne homepage open ho jayega Yahan Par aapko apna account banana hoga.



Sabse Pehle Aap log in per click kare.



Uske baad apna phone number dalne ka option Milega wahan pe apna phone number dalkar continue par click kare.



Uske baad sign up karne ke liye aapko details dena Hai Jaise email, phone number, address, name or aap ka password Sare cheeje enter karna hai agar Apke Pas rafer code hai to aap refer Dal sakte hain Uske Baat signup button par click kare.



Ab aapne Jo number dala hai us par Ek OTP aayega OTP aane ke baad usse enter karna hai uske baad verify and proceed par click kar dena hai ab aapka account ban gaya hai.



Swiggy se khana Kaise order kare



Swiggy App se khana order karne ke liye aapko kuch tips follow karna hai.



Sabse Pehle apko swiggy app ko kholna hai jis mein aap ko Aap Ke Aas-Paas ke hotels, Cafe or restaurant ki list dikhayi Degi.



Ab aapko apni Pasand ka khana Jiska restaurant hotel se mangana hai usse select kare.



Ab Aap Ke Samne Ek Naya page open hoga usme aapko dish dikhegi.



Ab aap dish select kar sakte hain aur as per click kare.



Ab Aap Ko Jitna order karna hai uske baad aap cart par click kare.



Uske baad aapko payment details Bataye Jayenge aur uske baad aap address to proceed per click kare.



Ab aapko delivery location add karna hai and proceed per click kare.



Ab Aap Ke Samne Ek Naya page open hoga usme aap coupon code add kar sakte hain.



Ab Aap Ke Samne payment option aayega aap Chahe to netbanking, debit card, credit card, Google pay Paytm se payment kar sakte hai ya phir cash on delivery bhi select kar sakte hain.



Jaaniye swiggy delivery boy Kaise bane.



Swiggy Bahut popular app Banta ja raha hai ISI liye usme kaam karne ke liye delivery boy ki jarurat hoti hai. is se kaam kar ke log bahut accha Paisa kamate hai. Swiggy se kam karne ka ek accha fayda aapko Apne area Ke Aas Paas 3 se 4 km ta kam milta hai. swiggy ke sath jodne ke liye aapke paas bank account, bike driving licence hona avashyak hai.



Sabse Pehle Aap Ko swiggy ke official site par jana hai.



Apne aap ko register karne ke liye register par click kare aur aapko yahan pe details dalna Hai Jaise Naam, mobile number, city, vehicle, is sari details dalkar Neeche register button par click karna hai agar aap Ke Aas Paas swiggy ka office hai to aap vaha jakar bhi job ke liye apply kar sakte hain.



Umeed karte hain Aapko Hamari Yah post pasand aayi Hogi "swiggy delivery boy Kaise bane" Iske Alawa swiggy se Kaise order Kare.



Agar Aapko Hamari yah post "swiggy App kya hai" pasand aayi ho to aap hame Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Pehchan Bataye.



Aap Hamare website ke naye naye updates jane ke liye aap Hamari website ko follow kar sakte hai.
swiggy kya hai aur swiggy pe account kaise banaye swiggy kya hai aur swiggy pe account kaise banaye Reviewed by JALINDAR ALHAT on February 26, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.