Google Drive kya hai? Google Drive par account kaise banaye?
Google Drive kya hai? Google Drive par account kaise banaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hai "Google Drive kya hai"
agar aap bhi Google Drive ke baare mein Jankari Jana chahte hai to aap bilkul
sahi article padh rahe ho.
Is article mein hum aapko Google Drive par account kaise
banaye. Yeh Bhi Jankari batane Wale Hai To is article kab Shuru se leke end Tak
pura padhe taki apko her Jankari achhe se samajh Aaye.
Google Drive kya hai / what is Google Drive ?
Jis Tarah Se Hamare mobile mein storage hota hai. Usi Tarah
Se Hum Google Drive dwara Ki si bhi file ko photo, audio ya digital file ko
Google Drive Mein store kar sakte hain.
Jab aap Google drive Me Koi bhi file save karte hain. to us
file ko aap Doosre device me dekh sakte hain. Kyunki Google Drive Ka Sahara
data cloud Mein save rehta hai.
Google Drive ke features
Google Drive ke kuch features bhi hai. toh Jante hi Google
drive key features ke baare mein.
Google Drive me aap apne file ko safe Rakh sakte hain.
Google Drive Google ka product hai isme aap koi bhi file ya
data data Rakh sakte hain.
Agar apke mobile mein koi atirikt file hai to aap usse
Google Drive mein badi aasani se rakh sakte hain.
Google Drive Mein Apne Jo data store kiya hai aap US data ko
kaha se Bhi access kar sakte hain.
Agar aap ka mobile Kahi Kho Jata Hai. To bhi aap ka data
Google Drive mein secure rahega.
Google Drive download
Har mobile mein Google Drive Pehle Se Hi installed rehta
hai. lekin agar aap apple ke user hai to aap Apple Store se Google Drive
download kar sakte hain.
Google Drive par account kaise banaye
Google Drive par account banane ke liye aap ko niche
batayega process ko follow karna hoga.
agar aap ka Gmail par account hai to aap ko Google Drive me
account banane ki jarurat nahi padegi aap Google Drive ko Gmail se login kar
sakte hain.
Login hone ke baad new option per click kare uske baad Aap
Ke Samne bahut Sare option aayega agar aap folder banana Chahte Hain ya file
upload karna chahte hain Iske Alawa aap bahut Sare kaam isme kar sakte hain.
Gmail ID par aapko Google Drive ka option Mil Jayega agar
aap Gmail account use nahi karte to aap Gmail account bana Lijiye Gmail account
ki madat se aap Google Drive better tarike se use kar Payenge.
To Is Tarah Se aap apna Google Drive Bana kar usse use kar
sakte hain.
Is article ki madad se Humne Dekha Google Drive kya hai aur
Humne aapko is article ki madat se sari Jankari Bata De hai. agar aapka koi
Sawal hai to aap hame Neeche comment Karke pooch sakte hain.
Is article ko aap apne Dosto ke sath social media par share
kar sakte hain. aapko Yah article kaisa laga aap hame Neeche comment box Mein
zaroor Bataye.
Agar aap Hamari website ki update pana chahte hai to aap
Hamari website "onlinehelp2019" ko subscribe ya follow kar
sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Google Drive kya hai? Google Drive par account kaise banaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 20, 2019
Rating: