Gadi ka insurance Kaise kare? bike insurance kaise kare?


Gadi ka insurance Kaise kare? bike insurance kaise kare?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “gadi ka insurance kaise kare” agar aap bhi Apne Bike ka insurance karna chahte hain to aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Gadi ka insurance Kaise kare? bike insurance kaise kare?
Gadi ka insurance Kaise kare? bike insurance kaise kare?

Bike insurance ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye. ummid Karte Hai Aapko Hamari Sabhi post Pasand aa rahi hai aur Usi Tarah Se Hamare Aane wali post ko bhi Pasand Karte Rahe.



Jab Hum nayi gadi kharide Hain tab Hamein gadi ka insurance karna hota hai. Kyunki Jab Hamari gadi ka accident ho jata hai ya chori ho jata hai tab Hamein Insurance Company madad karti hai.



Agar aap ki gadi ka Kahi accident ho jata hai ya chori ho jata hai tab aap ko bahut sari pareshani Ho Jati Hai. Lekin Jab aap apni gadi ka insurance karwa lete hain to aapko bahut bada fayda Hota Hai.



To aaye Jante Hai gadi ka insurance kaise karen gadi ka insurance karne ke liye is post ko Pura padhe.



Bike ka insurance kaise kare?




Bike insurance karne ke liye Neeche Batega process ko follow Kare.



Sabse pahle aap apne computer mein digital seva portal par login kare.



Uske baad insurance option per click Karen.



Uske bad motor third party ke option par click Karen.



Uske baad Aap Ke Samne sabse achi motor insurance company uski list Aayegi apni bike ke insurance ke liye company select Karen.



Uske baad Aap Ke Samne Ek Naya page open hoga usme login with digital Seva connect option per click Karen.



Uske baad Aap Ke Samne Ek bike insurance form khulega use achi Tarah Se Bhar le.



Sabse pahle aap ko Apne Bike ka number likhna hoga.



Uske baad Aap Ke Samne aap ki gadi ke bare mein Sabhi details aa Jayegi aur uske baad aapko insurance ke liye kitne paise lagenge o bhi dikhaya Jayega.



Uske baad proceed for payment per click Karen aur payment karne ke liye pay Karen.



Uske baad Aap Ke Samne ek page khulega Jisme aapki CSC ID ka password enter karna hoga aur validate option per click Karen.



Uske baad Aap Ke Samne online payment karne ka option aayega Jisme aap apni Pasand ke wallet se online payment kar sakte hain.



Online payment karne ke bad aap ki bike ka insurance hoga aur screen par insurance policy number show Hoga Jis Se aap save kar sakte hain aur print bhi nikal sakte hain.



To Is Tarah Se Badi aasani se aap apni Bike ka insurance kar sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha “Bike ka insurance kaise kare” aur “gadi ka insurance kaise kare” Agar aapka is post se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne doston ke sath social media par share kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.



Gadi ka insurance Kaise kare? bike insurance kaise kare? Gadi ka insurance Kaise kare? bike insurance kaise kare? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 24, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.