Notepad kya hai? wordpad kya hai?
Notepad kya hai? wordpad kya hai?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “Notepad kya hai” agar aap
Notepad ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe
hain.
Notepad ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko
Shuru Se Lekar end Tak Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aap computer ka use karte hain to aapne Notepad ka naam
to suna hoga Notepad kaise use karte hain Notepad kya hai agar aap ko nahi pata
hai to aaj hum aapko batayenge Notepad kya hai aur Notepad ka use kya hai?
Agar aap computer ke wordpad ke bare mein bhi Jankari Janna
Chahte Hain To aapko is post Mein Hum wordpad kya hai yah abhi batayenge to is
post ko Shuru Se Lekar end Tak Pade Notepad software Hota Hai aur iska bahut
jyada use Hota Hai.
Notepad kya hai?
Notepad software Jisme Hum simple text likh sakte hain aur
text use kar sakte hai.
Notepad main aap file Badi aasani se save kar ke rakh sakte
hain. file ko save karne ke liye aap .txt extension ka use kar sakte hain.
Notepad ke andar aap apne word ko bol Italic font size ka
use Karke use edit kar sakte hain Notepad ke andar aap apne article ko bhi
write kar sakte hain.
Notepad aapke system Mein Pehle Se Hi install Hoga Kyonki Ho
system software hai.
Notepad Windows ke Prakar?
Notepad Windows ke Prakar Neeche Bataye gaye hain.
Title bar
Sabse upar wale Bhag ko title bar kehte hain isme file ka
title Hota Hai.
Menu bar
Menu bar title bar ke neeche Hota Hai isme bahut Sare option
Hote Hain Jo bahut hi use Kiye Jate Hain.
Status bar
Yaha bhi Notepad Windows ka ek Bhag hota hai jo text area ko
bilkul Neeche Hota Hai. Aap is baar ko hide bhi kar sakte hain.
Text area
Text area yah sabse men Bhag Hota Hai is Bhaag mein aap apne
text ko likh sakte hain.
Wordpad kya hai?
Wordpad yeh Ek text editor Microsoft Window hai isme aap
Sabhi text ko edit kar sakte hain.
ISe word processing application software Bhi kehte hain is
software ki madad se aap apne computer mein text likh sakte hain aur usko use
document banane ke liye kar sakte hain.
Wordpad kaise use Kare?
Wordpad ko use karne ke liye Neeche process bataiye Gayi
Hai.
Sabse pahle aap ko Windows start button par click karna
hoga.
Uske baad all program per click karna hoga.
Uske baad accessories per click karna hoga.
Uske bad word pad par click Karen Iske baad aapka world pad open
hoga. Aur ab aap wordpad use kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “Notepad kya hai” aur “wordpad
kya hai” agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein
Neeche comment Mein Jarur pooch sakte hain.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
Kare Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko article kaisa laga aap
Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap Hamari
website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna
bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Notepad kya hai? wordpad kya hai?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 19, 2019
Rating: