Snapchat kya hai? Snapchat par account kaise banaye?
Snapchat kya hai? Snapchat par account kaise banaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “Snapchat kya hai” agar aap
Snapchat ke bare mein Jankari Janna chahte hai to aap bilkul sahi post padh
rahe hain.
Snapchat ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko
Shuru Se Lekar end Tak Pade taki aapko Har ki jankari acche se samajh Aaye.
Snapchat ek application hai is App Ki madad se aap apne
doston ke saath ya relative ke saath connect Reh sakte hain unke Saath aap
videos photos share kar sakte hain.
Agar aap bhi Snapchat chalana chahte hain aur aap Nahi Jante
ki snap chat kaise Chalaye to Aaj hum aapko is post ke Madhyam se batayenge
snap chat chalane ka tarika aur Saathiya aap Yaha Bhi Jaan sakenge ki Snapchat
par account kaise banaye.
Snapchat kya hai?
Snapchat ek social network isme aap apne Dosto ko ya
relative ko photos video share kar sakte hain.
Is App Ki madad se Aap Jo Bhi videos aur photo Apne Dosto ko
share Karte Hain To wah ek time tak ki save rehte hain aur thoda time ke baad delete
ho Jate Hain.
Is app mein aap apne photo ko edit bhi kar sakte hain tatha
video ko funny banane ke liye usme option Bhi Diye Jate Hain.
is application ko aap apne smartphone mein badi aasani Se
download kar sakte hain uske liye aapko Google Play Store par search karke is
app ko aap aasani se download kar sakte hain.
Snapchat par account kaise banaye?
Agar aap Snapchat chalana Chahte Hain To uske liye aapko
sabse pahle Snapchat par account banana Hoga Snapchat par account banane ke
liye Neeche Bataye process ko follow Karen.
Sabse pahle aap ko Apne smart phone mein Snapchat app Ko
download karna hoga uske liye aap Google Play Store par search Karen Snapchat
app aur Wahan Se download kar sakte hain download hone ke bad se install Karen.
Install karne ke baad is app ko khole aur isme sign up
Karen.
Sign up karne ke liye aap apna first or last name enter
Karen Fir signup and accept per click Karen.
Uske baad apni date of birth Dale.
Uske baad aapko apna username dalna hoga.
Uske baad Snapchat password enter karna hoga.
Uske baad apna mobile number Dale.
Uske baad aap ki mobile number Par Ek confirmation code
aayega use enter Karen.
Ab aapka account Snapchat par ban chuka hai ab aap Snapchat
ka use kar sakte hain Apna username or password enter Karke aap apne Snapchat
account login kar sakte hain.
Snapchat par videos Kaise upload Karen?
Snapchat par videos upload karne ke liye aap ko Apne
Snapchat home screen par jakar camera icon par long press karna hoga.
Snapchat par aap apna videos bhi Dal sakte hain Snapchat par
bahut sari features hote hain Jiske use aap bade aasani se kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “Snapchat kya hai” agar
aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein
comment Karke Jarur Bataye.
Is article ko aap apne doston ke saath social media par
share kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah
article kaisa laga par mein comment Karke Bataye.
Agar aap Hamari website ki update pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Snapchat kya hai? Snapchat par account kaise banaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 19, 2019
Rating: