Zip file kya hai? zip file kaise banaye?


Zip file kya hai? zip file kaise banaye?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein doston Aaj ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “Zip file kya hai” agar aap bhi Zip file ke bare mein Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi article padh rahe hain.

 
Zip file kya hai? zip file kaise banaye?
Zip file kya hai? zip file kaise banaye?

Zip file ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak Pade taki aapko har Jankari acche se Samajh Mein Aaye.



Kai baar Hum online kuch software ya file download karte hain jo zip file Mein download ho jati hai aur hum UN file ko open nahin kar paate lekin Aaj hum aapko zip file ko open kaise kare Iske bare mein bhi jankari batayenge.



To Jante hain zip file kya hai jisse aap bhi apni zip file ko open kar Payenge.



Zip file kya hai




Zip file ek file hota hai Jiske andar bahut sare file ko Rakha jata hai Eyes Archive file bhi kehte hain. Zip file Banakar aap apni files ko compress karke rakh sakte hain. zip file ka use common file ko rakhne ke liye kar sakte hain. zip file ke andar aap Sabhi folders aur file ko ek hi Sath compress Karke rakh sakte hain zip file ka extension .zip Hota Hai.



Zip file kaise banaye




zip file banane ke liye Neeche Bataye process ko follow Karen.



Sabse pahle aap aap jis files aur folder ko zip banana Chahte Hain Use select Karen.



Uske bad right click Karen aur send to per click Karke compressed zip folder par click Karen.



To Is Tarah Se Badi aasani se aap apni zip file bana sakte hain.



Zip file ko unzip kaise kare




Zip file ko kholne ke liye use unzip karna Hota Hai files unzip karne ke bad folder ban jata hai Jisme Sabhi zip file alag alag se rahti hai to Jante Hain ki file ko extract kaise karen.



Sabse pahle aap file ko unzip karna chahte hain use file par right click Karen aur extract file par click Karen.



Uske baad aapko file extract karne ke liye location set karni hai location set kare aur extract par click kar de uske baad aap ki file unzip ho jayegi.



Zip file ko kaise install Karen



Zip file ko install karne ke liye aapko winRAR software ki jarurat hoti hai hum aapko WinRAR software download karna batayenge jisse aap apni zip file ko manage kar sakte hain.



How to download WinRAR in Hindi



WinRAR download karne ke liye Neeche batayega a process ko follow Kare.



Sabse pahle aap ko www. win-rar.com is website par Jai aur Wahan Se download Karen.



Uske baad continue ka option Hoga us par click Karen.



Uske bad zip file par double click Karen



Uske baad Aap Ke Samne yes ka option aayega is par click Karen.



Uske baad Aap Ke Samne install ka option aayega use per click Karen.



Is Tarah Se aap apne computer me winRAR software Ko download karke Install kar sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha “zip file kya hai” aur “zip file ko unzip kaise kare” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Is article ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko Bhi Bata chal sake aapko article kaisa laga aapka Mein comment Karke Bataye.



Agar aap Hamari website kya updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Zip file kya hai? zip file kaise banaye? Zip file kya hai? zip file kaise banaye? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 19, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.