Phone Garam hone se Kaise Bachaye?
Phone Garam hone se Kaise Bachaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “mobile phone Garam hone se
Kaise Bachaye” agar aap bhi apne phone ko garam hone Se Bachana Chahte Hain
To aap bilkul sahi post padh rahe hain.
Apne a mobile ko cool Kaise Rakhe yeh Jankari jane ke liye
post ko Shuru Se Lekar end Tak Pada ki aap ko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Is digital Duniya Mein Har Koi smartphone use karta hai aur
koi smartphone Se Apna online kaam karta hai. jaise ki mobile recharge, money
transfer Aur Bhi bahut Sare kaam mobile Se Karte Hain.
Lekin kai baar Hum apne mobile mein bahut sara data aur file
ko install Karte Hai Jiski wajah se Hamara phone aur hit ho jata hai agar aapka
phone overheat ho jata hai to aap ke liye bahut hi Khatarnak ho sakta hai. agar
aap ko nahi pata ki apne mobile ko cool Kaise Rakhe ya mobile ko cool rakhne Ka
Tarika kya hai to is post ko pura Pade Kyunki hum aap ko batane Wale Hain
mobile Garam Ho Raha Hai To Kya Karen.
Mobile ko garam hone se Kaise Bachaye
agar aap apne mobile ko cool Rakhna Chahte Hain To aap kuch
Baaton ko Dhyan Mein rakhe jisse aap apne mobile ko garam hone se bacha sakte
hain Neeche aapko kuch process Bataye gayi hai jisse aap apne mobile ko garam
hone se bacha sakte hain.
Apne Smart Phone ko switch off karke charge Karen is se
aapka mobile hit Nahin Hoga aur aap apne mobile on karke charge par Lagate Hain
To usme hit hoti hai.
Apne smartphone ko Dhoop Se Dur Rakhe agar aap apna phone
Dhoop Mein use karte hain to Aapka phone bahut jyada Garam ho jayega Kyunki
electronic device Mein hit jaldi transfer Ho Jati Hai.
Agar aap apne mobile mein bahut Adhik application install
karte hain to uski vajah se bhi apna mobile Garam ho sakta hai.
agar aap charge karte samay mobile par internet use karte
hain to aapka mobile overheat Hoga charge karte samay mobile ka use na Karen.
Agar aap apne mobile ka brightness bahut jyada rakhte Hain
Jiski wajah se aapko mobile hit hone lagta hai.
To in tarike ko follow kar ke aap apne mobile ko hit hone se
bacha sakte hain.
mobile phone Garam hone ke Karan
Agar aap ka smartphone bahut hi jyada hit ho raha hai to aap
apne smart phone ki battery check kar le.
Agar aap apne smartphone Mein high quality games khelte hain
to uski vajah se aap ka smartphone bahut hi jyada Garam Hota Hai.
Jab Bhi aap mobile charge kar rahe hain tab aap iska use na
Karen mobile mein charge Laga hone se mobile ki samasya abhi Khadi kar sakta
hai mobile charger connect hone par iska use bilkul Bhi Na Karen.
Is article Mein Humne Dekha “mobile ko hit hone se Kaise
Bachaye” aur “mobile ko garam hone se Kaise Bachaye” Agar apka is
article se related Koi Sawal hai to aap hame Neeche comment box Mein Jarur
Puche.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko your article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ki update karna chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribeya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Phone Garam hone se Kaise Bachaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 19, 2019
Rating: