Instagram se photo aur videos kaise download kare?
Instagram se photo aur videos kaise download kare?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto aaj
kis post mein hum aapko btane Wale Hai. "Instagram se photo aur video
kaise download kare". agar aap bhi Instagram se photos or videos
download karna chahte hai to aap bilkul sahi article padh rahe ho.
Aap Instagram se photos or videos Badi aasani Se download
kar sakte. Puri Jankari padhne ke liye aap is article ko pura padhe taki aapko
Har Jankari achhe se samajh aaye.
Instagram bahut accha social media platform Hai. Jis Tarah
Se Hum Facebook, WhatsApp, Twitter use karte hai. Usi Tarah Se Instagram Bhi Ek
best social media platform hai aapne Kabhi Na Kabhi aap ke Man Mein Aaya Hoga
Instagram Se videos kaise download kare Instagram ki photo kaise save Kare sari
Jankari hum aapko is post ki madad se Denge.
Instagram mein photo kaise save kare
Agar aap ko nahi pata ki Instagram me photos Kaise save Kare
to hum aap ko batate Hain ki aap apne Instagram account mein photos or videos
save kar sakte hain lekin Yah photos or videos gallery mein nahi dekh Sakenge.
Yah photos or videos Instagram ke account mein save Honge in
a dekhne ke liye aapke paas internet Hona zaroori hai. agar aap Instagram se
photos or videos save karna chahte hain to uske liye aap ko neeche bataye gaye
process ko follow karna hoga.
Sabse Pehle Aap Instagram ki website Par Jaye uske baad
wahse login Kare aur apni timeline ke homepage me jaye.
Uske baad photo Ke Neeche right corner ke option ko click
Kijiye jis mein aap apne Instagram account mein photos save kar sakte hain.
Uske baad Aap Ke Samne ek message aayega save to collection
video score save karne ke liye bhi aap Yahi process kar sakte hain.
Uske baad aapne Jo photos or videos Instagram Mein save Kiye
Hai Unhe dekhne ke liye aap apne Instagram profile mein jakar saved option Mein
saved par click Kijiye wahan pe aapko saved photos or videos Mil Jayenge.
Instagram photos or videos kaise download kare
Humne Instagram ke photos or videos Kaise save Kare Ye to
dekh liya lekin ab hum Instagram photos or videos kaise download kare Uske
baare mein batayenge.
instagram ke photos or videos download karne ke liye
download ka option nahi aata lekin hum aapko Ek application ke baare mein
Batayenge jis ki madad se aap Instagram ki photos or videos download kar sakte
hain.
Sabse Pehle Aap Ko apne mobile mein Google Play store pe
jaana hai aur wahan pe search karna hai fastsave for Instagram aur Wahan Se
download karna hai.
Download hone ke baad usse install karna hai install karne
ke baad usse open karna hai.
Uske baad is apne aap ko open Instagram par click karna hai
uske baad Aap Ke Samne Instagram account khul Jayega.
Uske baad aap iss photo ko select Kare jisse App download
karna chahte hain aur side mein 3 dots per click kare.
Uske baad Aap Ke Samne copy share URL ya copy link ka option
aayega uske baad us par click karte hi photo ko aap ki gallery Mein save ho
jayega uske baad aap photo ko gallery me dekh sakte hain. Instagram videos Ko
download karne ke liye aapko Yahi process karna hoga.
To Dikha Apne bahut aasani se aap Instagram ki photos or
videos download kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha ki "Instagram ki photos
download kaise kare". aur Instagram Se videos kaise download kare Agar
aapka koi Sawal hai to aap hame Neeche comment box Mein pooch sakte hain.
Is article ko aap apne Dosto ke sath social media par share
kar sakte hain. taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake.
Agar aap Hamari website ke updates paana chahte hai. to aap
Hamari website "onlinehelp2019" ko subscribe ya follow kar
sakte hai Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Instagram se photo aur videos kaise download kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 25, 2019
Rating: