Twitter kya hai Twitter par account kaise banaye?
Twitter kya hai Twitter par account kaise banaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto aaj is post mein hum aap ko batane Wale Hai. "Twitter kya hai" aur
Twitter par account kaise banaye agar aap bhi twitter ke baare mein Jankari
Jaana chahte hai to aap bilkul sahi article padh rahe ho.
Bahut Sare logo ko twitter ke baare mein nahi pata Hota wo
Hamesha search karte Rehte Hain twitter kya hota hai agar aap bhi twitter ke
baare mein sari Jankari Jana chahte ho to is article ko Shuru se leke end Tak
pura padhe taki aapko Har Jankari achhe se samajh Aaye.
Twitter Jis Tarah Se Hum fb, Instagram use karte hai. Usi
Tarah Se twitter ek social networking website hai.
Duniya mein bahut Sare log Twitter ka use karte hain aur koi
bhi vyakti Twitter ka use kar sakta hai.
Twitter kya hai
Jis Tarah Se Hum Facebook ya Instagram chalate Hai Usi Tarah
Se Twitter Ek social media networking website hai Jaise March 21 2006 Ko Banaya
Gaya Hai.
Twitter ki madad se aap post kar sakte hain koi bhi photos
videos twitter par Dal sakte hain Agar aapka Twitter par account nahi hai to
aap sirf tweet padh sakte hain.
Twitter Par Hum koi bhi message share kar sakte hain.
Agar aap Twitter par account banana Chahte Hain. aur aapko
yah Jankari nahi hai. ki Twitter par account kaise banaye to aap Neeche
batayega process ko follow kar sakte hain aur twitter par account bana sakte
hain.
Twitter par account kaise banaye
Twitter par account banane ke liye aapke paas Gmail ID ki
jarurat padegi agar aap apne mobile number se Twitter account create karna
chahte hain to bhi aap Twitter par sign up kar sakte hain.
Sabse Pehle Aap Ko twitter ki official website par Jana Hoga
aur wahan par sign up wale button par click kare.
Uske baad aapko kuch details Mangi jayengi use aapko feel
karna hoga.
Full name
email or phone
Password
Sari details bharne Ke Baad signup button par click kare Ok
continue kare.
uske ke baad Aap Ke Samne option Aayenge.
Country
Phone number
Country or mobile number dalkar next button par click kare.
Uske baad aapko Twitter account verify karna hoga. Aap ki
email ID par Ek verification mail ayega. Ismail par click Karke aap apne
Twitter account ko verify kar sakte hain.
Uske baad aapko apna username dalne ke liye Kaha Jayega To
aap koi bhi username Dal sakte hain uske baad aapko next button par click karna
hai uske baad Aap Ke Samne Twitter ka welcome page khulega isme let's go per
click kare.
To Is Tarah Se aap apna Twitter account create kar chuke
hain. aap apna profile picture Lagaye To Dikha apne Kitna Aasan hai Twitter par
account banana.
Is post Mein Humne Dekha "Twitter kya hota hai" aur
Twitter par account kaise banaye Agar aapka is post se sambandhit Koi Sawal
hai. to aap hame Neeche comment box Mein pooch sakte hain.
Is article ko aap apne Dosto ke sath social media par share
kar sakte hai. yeh Jankari unko bhi pata chal sake. Aapko yah article kaisa
laga aap hame Neeche comment box Mein Jarur Bataye.
Hamari website ke updates paane ke liye aap Hamari website
"onlinhep2019" ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna
bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Twitter kya hai Twitter par account kaise banaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 26, 2019
Rating: