Instamojo kya hai instamojo par account kaise banaye?
Instamojo kya hai instamojo par account kaise banaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “instamojo Kya hai” aur “instamojo
par account kaise banaye” agar aap bhi instamojo ke bare mein Jankari Jana
Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.
Instamojo kya hai aur instamojo par account kaise banaye Iske
bare Mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura
Padta taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Internet Ki Is Duniya Mein aap koi bhi kaam bade aasani se
kar sakte hain aap online shopping bhi kar sakte hain aur aap Ghar Baithe khud
ka saman Bhi Online bhech sakte hain.
Agar aap apna Saman online bechna Chahte Hain lekin aapko
online payment collect karne ke liye accha Sa Gateway bhi Hona jaruri hai to
aaj hum aapko instamojo ke bare mein batayenge jis ki madad se aap apne product
bechkar online payment collect kar sakte hain.
To Jante Hain Main instamojo kya hai aur instamojo Par
account kaise banaye.
Instamojo kya hai
Instamojo Ek online payment gateway Hai Iski madad se aap
online payment receive kar sakte hain instamojo par aap apne product online
sale kar sakte hain instamojo ki madad se payment collection Bhi Kiya jata hai
instamojo Sabse popular payment gateway hai.
Instamojo par account kaise banaye
Instamojo par account banane ke liye niche Bataye process ko
follow kare.
Sabse pahle aapko instamojo.com is website par jana hai.
Uske baad aapko sabse upar signup ke option Dikhai Dega is
par click Karen aur aap Google aur Facebook account se bhi sign up kar sakte
hain.
Uske baad aapko apni Email address password choose karna
hoga.
Uske baad aapko apna mobile number enter karna hai aur
verify button par click karna hai.
Verify button par click karne ke baad aap ke mobile number
Par Ek call aayega usko enter Karke aap apne Number Ko verify kar sakte hain.
Uske baad aapko apna username enter karna hoga aur Fir check
availability per click karna hoga ki yeh username available hai ya nahin Uske
bad next button par click karna hoga.
Uske baad aapko Tax details bahrna Hai Jaise PAN card number
aap ka name register business address state pin code ya sari Jankari aapko Dena
hoga.
Uske baad aapko apni bank details enter karna hai Jaise
account holder name bank account number Bank IFSC code aur uske bad next button
par click Karen.
Uske baad aap ka instamojo account create hoga uske baad aap
take me to my dashboard par click Karen.
Is Tarah Se badhiya aasani se aap apna instamojo par account
bana sakte hain aur usse use kar sakte hain.
Instamojo account ke fayde
Instamojo par aap apne photo ke liye discount code create
kar sakte hain.
Instamojo se social media se payment collect kar sakte hain.
Instamojo par aapko bhi product upload Karke use share kar
sakte hain.
Is post Mein Humne Dekha “instamojo kya hai” aur “instamojo
par account kaise banaye” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to
aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeh post kaisa laga
aap niche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Instamojo kya hai instamojo par account kaise banaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 14, 2019
Rating:
