Jio caller tune Kaise set Kare?


Jio caller tune Kaise set Kare?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post me Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “jio caller tune Kaise Lagaye” agar aap bhi Apne jio phone mein jio caller tune Lagana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Jio caller tune Kaise set Kare?
Jio caller tune Kaise set Kare?

Jio caller tune Kaise Lagaye Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Padta taki aapko aur Jankari acche se samajh Aaya Hai.



Agar aap bhi jio ke customer hai aur aap bhi jio Ka sim use karte hain aur apne jio Mein caller tune Lagana Chahte Hain aur aap ko nahi pata ki jio caller tune Kaise set kare to aap is post ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain jio caller tune Kaise set Karen.



Jio ne Apne customer ke liye unlimited calling aur data ke sath Ek service provide ki hai jo ki caller tune hai isme aap apni man Chahe caller tune set kar sakte hain woh bhi bilkul free mein.



To Jante Hain jio caller tune Kaise set Karen aur jio caller tune set karne ka tarika kya hai.



Jio caller tune Kaise set Kare




Jio caller tune set karne ke liye niche batayega process ko follow Kare jis ki madad se aap apne phone mein jio caller tune set kar sakte hain.



Sabse pahle aapko Google Play store pe chale jana hai aur wahan se jio music App download karna hai download karne ke bad is application ko install karna hai.



Uske baad is application main aapko login karna hoga login karne ke bad jio music ki home page par aa jayenge Yahan Par aap alag alag category ke song Dekh sakte hain Iske Alawa aap Iske search box me bhi apni Manpasand song type karke use caller tune set kar sakte hain.



Apni Manpasand song search karne ke baad aap aapko usse related Sare gane show ho Jayenge aap jis song ko apni caller tune set karna chahte use par tab Karen



Uske baad wah song Neeche play open hoga aur aapka song play hoga is song ki caller tune ko set karne ke liye song par tab Karen.



Uske baad aapko set as jio tune ka option Milega tune ko set karne ke liye set as jio tune par click Karen.



Uske baad aapko confirmation popup hoga Wahan par phir se set as jio tune par click Karen.



Uske baad aapko Apne jio sim Par Ek message aayega Jisme aapko callertune successful set ho chuka hai Iske bare mein Bata Diya Jayega.



To Is Tarah Se bahut Aasan tarike se aap apne jio caller tune set kar sakte hain.



Jio caller tune deactivate kaise kare




Agar aap apne jio number par caller tune Nahi Chahte kya aap usse deactivate karna chahte hain to uske liye aap ko Apne message box Mein stop type karke 56789 par bhej dena hai. Uske baad instruction Mile follow Kar Ke aapne jio tune band kar sakte hain. uski Kuch der Mein apko apne phone par confirmation message aayega matlab aapki jio tune successfully deactivated ho gayi hai.



Is post Mein Humne Dekha “jio caller tune Kaise set kare” aur “jio caller tune set karne ka tarika” Agar apka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne doston ke saath social media par share kar sakte hain. Taki yeh jankari unko bhi pata chal sake aapko yeh post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment kar ke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya samajhne ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Jio caller tune Kaise set Kare? Jio caller tune Kaise set Kare? Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 04, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.