Paytm account delete kaise kare?


Paytm account delete kaise kare?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “Paytm account delete kaise kare” agar aap bhi Paytm account delete karna chahte hain to aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Paytm account delete kaise kare?
Paytm account delete kaise kare?

Paytm account delete kaise kare aur Paytm account delete Karne Ka Tarika kya hai Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru se leke end Tak pura Pade Taki aapko par Jankari acche se Samajh Mein Aaye.



India mein Paytm ka use bahut Adhik log kar rahe hain aur Paytm bahut sari offers bhi Deta Hai Jiski madad se Paytm bahut hi jyada popular ho chuka hai Paytm ki madad se aap apne smartphone ko recharge kar sakte hai Paytm ki madad se aap DTH recharge kar sakte hain aur aap online shopping bhi kar sakte hain.



Lekin aap Paytm account delete karna chahte hain to aap is post ko pura padhe Kyunki hum aapko Paytm account delete kaise kare Iske baare mein Sabhi Jankari batane Wale Hain Paytm account delete karne ke bahut Sare Karan Hote Hain.



Paytm account delete karne ke liye aapke paas valid reason Hona Jaruri Hai Tabhi aap Paytm account delete kar sakte hain.



To chahiye Jante Hain Paytm account delete kaise kare ya Paytm Account deactivate Karne Ka Tarika kya hai.



Paytm account delete kaise kare




Paytm account delete karne ke liye aap ko niche batayega process ko follow karna hoga.



Sabse pahle aap ko apne mobile mein Paytm application ko kholna hoga.



Uske baad aapko Paytm ki profile mein Jaana hoga aur wahan par aapko kuch option Dikhai Denge Unse help and support par click Karen.



Is par click karne ke bad aapke Samne next page open hoga usme aapko resolve and Isseu ka option Milega is par click Karen.



Uske baad next page par aapko my account ka option Dikhai Dega use par click Karen.



Uske baad aapko agle page Mein issue select karna hoga. I have a lot my phone / change my mobile number par click Karen.



uske baad agale page main aapko I need to block my old account option dikhega is par click Karen.



Uske baad message us par click kar dijiye.



Uske baad aapko Ek box Dikhai Dega usme aapko kuch information bharna hoga Jaise email id, upload a picture, issue description.



uske baad aap ka message Paytm Tak pahunch Jayega aur jaldi aapka account delete kar diya Jayega Jiska Baad aapka email aayega ki aapka account delete kar diya gaya hai.



To Is Tarah Se aap apne Paytm account ko delete kar sakte hain woh bhi Badi aasani se.



Is post Mein Humne Dekha “Paytm account delete kaise kare” Agar apka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeh post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Paytm account delete kaise kare? Paytm account delete kaise kare? Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 14, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.