Rooted phone ki RAM Kaise Badhaye?


Rooted phone ki RAM Kaise Badhaye?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “Rooted phone ki RAM Kaise Badhaye” agar aap bhi Apne rooted phone ki RAM badhana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Rooted phone ki RAM Kaise Badhaye?
Rooted phone ki RAM Kaise Badhaye?

Phone ki RAM Kaise Badhaye Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.



Is digital Duniya Mein Har vyakti smartphone ka use karta hai aur Jyada Ram wale smartphone use karna Pasand Karta Hai Kyunki kam Ram wale smartphone hang ho Jate Hain.



To Aaiye Jante Hain phone ki RAM Kaise Badhaye apne mobile ki RAM badhane ka liye Tarika kya hai.



Rooted phone ki RAM Kaise Badhaye




Rooted phone ki RAM badhane ke liye niche batayega process ko follow Kare.



Sabse pahle aapko Apne Rooted phone mein Play Store se Roehsoft ram expander app Ko download karna hai.



Download karne ke baad usse Apne smartphone Mein install kare.



Application ko install karne ke baad Apne Smart Phone ko restart Kare aur Agar mobile me memory card nahi laga hai to pahle memory card Laga Lijiye memory card se aap phone ki RAM badhegi.



Uske baad Apne smartphone Mein is application ko khole.



Uske baad aapko swpfile ka option dikhega aap use Jitna Chahe Bada sakte hain.



Uske baad aapko agale option mein swappness ko select karna hai ise aap 100 percent Tak kar de.



Uske bad swap active par click kar dijiye.



Uske baad aapko swap file kis location par great karna hai vah aap ko select karna hai Jaise internal or external storage.



Uske baad aapko phir se swap file par click karna hai aur Swap file create ho jayegi.



Is Tarah Se aap apne rooted phone ki RAM Badi aasani Se Bada sakte hain aur usse use kar sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha “phone ki RAM Kaise Badhaye” aur “rooted phone ki RAM Kaise Badhaye” Agar apka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne doston ke saath social media par share kar sakte hain taki yeh jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah post kaisa laga aap Hamein Neeche comment Mein comment Karke Jarur Bataye.



agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Rooted phone ki RAM Kaise Badhaye? Rooted phone ki RAM Kaise Badhaye? Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 13, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.