Twitter ka password Kaise change Kare? Twitter ka password change Karne Ka Tarika
Twitter ka password Kaise change Kare? Twitter ka password change Karne Ka Tarika
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hai “Twitter ka password Kaise change
Kare” agar aap bhi Apne Twitter ka password change karna chahte hain to aap
bilkul sahi post padh rahe hain.
Twitter ka password Kaise change Kare Uske bare Mein Sabhi
Jankari jane ke liye sport ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pata Taki aap ko Har
Jankari acche se Samajh Mein Aaye.
Agar aap bhi Apne twitter ka password change karna chahte
hain aur aap ko nahi pata ki Twitter ka password Kaise change kare to aap is
post ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hai Twitter ka password Kaise
change kare ya Twitter ka password change Karne Ka Tarika.
bahut Baar Hum bahut
sari account use karte hain To Aise Mein Hamara password Bhul jata hai agar aap
ka password Bhul Gaya to aapko bahut sari pareshani hoti hai lekin aapko
pareshan hone ki jarurat nahi hai Kyunki hum aapko password reset Karne Ka
Tarika batane Wale.
To chahiye Jante Hain Twitter ka account ka password Kaise
change kare ya Twitter password reset kaise karen.
Twitter ka password Kaise reset Karen
Twitter ka password reset karne ke liye Neeche Bataye Gaye
process ko follow Kare.
Sabse pahle aapko https://twitter.com/account/begin_password_reset
is website par chale jana hai.
Uske baad aapko Twitter account find karna hai search box
mein aap apna email address enter kar sakte hain jisse aap apne account ka
password reset kar sake.
Uske baad aapko next page me apne account mein Dono cheez
dalni hogi nahi to Aap Ke Samne ek hi option aayega Jise aap apne account
banaya hai.
Uske baad aap ke mobile number ya email Par Ek code aayega
jisase is option mein enter Karen aur submit par click Karen.
uske baad Aap Ke Samne naya password enter karne ka option
aayega usse enter Karen.
Uske baad Re enter password Karen aur confirm Karen.
Uske baad submit button par click Karen ab aap ka password
reset ho chuka hai Is Tarah Se aap apne Twitter account ka password reset kar
sakte hain.
Twitter ka password Kaise change Kare
Twitter ka password change karne ke liye niche batayenge
process ko follow Karen.
Sabse pahle aap apne Twitter account ka password change
karne ke liye Apne Twitter account mein login Karen.
Uske baad aapko setting par click karna hoga.
Uske baad aapko password type par click karna hoga.
uske baad aapko apna current password dalna hoga.
Ab Uske Neeche Ek box dikhega usme naya password enter karna
hoga.
uske baad aapko re-enter password dalna hoga.
Uske baad save change ke option par click Karen aur aap ka
password save hoyega.
To Is Tarah Se Badi aasani se aap apne Twitter account ka
password change kar sakte hain aur naya password set kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “Twitter par password Kaise
reset Kare” aur “twitter ka password Kaise change Kare” Agar aapka
is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch
sakte hain.
Is post ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa
laga aap Hamein Neeche comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Twitter ka password Kaise change Kare? Twitter ka password change Karne Ka Tarika
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 02, 2019
Rating: