Wi-Fi ka password Kaise Pata Kare? Wi-Fi ka password pata karne ka tarika
Wi-Fi ka password Kaise Pata Kare? Wi-Fi ka password pata karne ka tarika
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane wale hai “Wi-Fi ka password Kaise Pata
Kare” agar aap bhi Wi-Fi ka password pata karna chahte hain to aap bilkul
sahi post padh rahe hain.
Wi-Fi ka password Kaise Pata Kare Iske bare Mein Sabhi
Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade taki aapko Har
Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aap Kahi Bahar gaye hue hain aur aap ko Wi-Fi ka range
aa raha hai lekin use Wi-Fi ko password hai aur aapko use Wi-Fi ka password
nahi pata to aaj hum aapko Wi-Fi ka password Kaise Pata Kare Iske baare mein
batayenge.
Kai baar Hum Hamare Wi-Fi network ka password Bhul Jate Hain
Jisse network connection Se Hone Wali pareshani hoti hai lekin is pareshani ko
Dur Kiya Ja sakta hai Jiske baare mein Aaj Hum baat karenge.
Computer se Wi-Fi ka password Kaise Pata kare
Agar aap apne computer se Wi-Fi use karte hain to uske liye
aapke paas Wi-Fi ka password Hona zaroori hai ya Wi-Fi connector Hona zaroori
hai.
kai Baar aisa hota hai ki Hamein mobile ya computer se
connect Wi-Fi ka password Bhul jate hai aur Fir Hamein uska use nahin kar paate
lekin mobile aur computer ka Wi-Fi ka password pata karna bahut Aasan hai.
Wi-Fi ka password Kaise nikale
Wi-Fi ka password pata karne ke liye niche batayega process
ko follow kare.
Sabse pahle aap apne Google Play Store par Chale Aaye Aur
wahan par Wi-Fi app Ko download Karen.
Download karne ke bad is application ko install Kare aur is
app ko khole.
Uske baad aapko 4 tab Dikhai Denge Jisne aapko enable
location wali type par click karna hai aur aap GPS location ko enable karna
hai.
Uske baad Teesri tab hai jo password download karne ki tab
Hai Is par click Karen.
Usne aapko apni location Dikhai Degi Agar sabse upar aap ki
location nahin aati hai to country select Karke States select Karen.
Uske baad aapko City Ke Samne free ka option dikha us par
click Karen.
Ab aap ko register karna hai aap Facebook pe Google account
se register kar sakte hain.
Register karne par aapko isme country Dikhai Denge to aap
apni country select Karke City select Karen aap ko Apne area Mein connected
Wi-Fi password Dikhane lagenge.
Jo Wi-Fi aapke area mein hai us par click Karen aapko uska
password dikh Jayega Tu Is Tarah Se aap apne mobile se Wi-Fi ka password pata
kar sakte hain.
Computer se Wi-Fi ka password Kaise Jane
Apne computer se Wi-Fi ka password jane ke liye Neeche
Bataye Gaye process ko follow Karen.
sabse pahle aap apne computer ke start menu Mein CMD search
Karen.
CMD Milne Ke Baad aapko usme in Apne Wi-Fi ka (naam = prtek
key = clear)
yeah command wah sabhi Wi-Fi profile Dikhati Hai Jo system
Mein save ho Jate Hain ab wah network select Kare Jis ka password Janna Chahte
Hain.
Uske baad security setting Mein ki contain Ke Samne Jo Likha
Hoga vah aapki Wi-Fi ka password hai.
Is Tarah Se aap Kisi bhi Wi-Fi ka password pata kar sakte
hain.
Is article Mein Humne Dekha “Wi-Fi ka password Kaise Pata
kare” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche
comment Mein pooch sakte hain.
is post ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah post kaisa
laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya samajhne ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Wi-Fi ka password Kaise Pata Kare? Wi-Fi ka password pata karne ka tarika
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 02, 2019
Rating: