AppLock kya hai? app lock kaise kare? app lock Karne Ka Tarika
AppLock kya hai? app lock kaise kare? app lock Karne Ka Tarika
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hai “app lock kaise kare” agar
aap bhi app lock ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap sahi article
padh rahe hain.
AppLock ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko
Shuru Se Lekar end Tak pura padhe taki aap har Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aapke smartphone mein bahut hi important deta hai aur
aap use secure Rakhna Chahte Hain To aapko Apne data ko lock Lagana bahut
zaroori hai agar aap Nahi Jante ki app ko lock Kaise Lagaye ya app ko lock
lagane ka tarika kya hai to aap is post Mein Jaan sakte hain.
AppLock aap ke sabhi important Data ko security karta hai
agar aap apne smart phone mein app lock Lagate Hain To aapka ka import data aap
ke Alawa aur koi dekh Nahi Sakta.
To Jante Hain app lock Kaise Lagate Hain aur app lock lagane
ka tarika kya hai.
App lock Kaise Lagaye
Apne smart phone mein app lock Lagane ke liye niche Bataye
Gaye process ko follow Karen.
Sabse pahle aap ko Apne Google Play store pe jaana hai aur
search box mein type karna hai app lock aur uske bad is application Ko download
Karen.
uske baad is application ko install Karke open Karen aapko
is mein password ya pattern lock set karna hai saath mein email address enter
karna hoga.
Uske baad aap jis application ko lock Lagana Chahte Hain
Uske Samne lock ko enable kar de.
Uske baad aapko permit karne ka option Milega is par click
Karen.
Uske baad Aap Ke Samne Bahut Si app aaenge Jisme AppLock ko
on kar de.
To Is Tarah Se aap apne app ko lock Laga sakte hain.
AppLock ko hide kaise karen
sabse pahle aapko AppLock ko hide karne ke liye AppLock ko
open karna hoga.
Uske baad aapko protect ka option Dikh Raha Hoga is par
click Karen.
Uske baad aapko magic ka option dikhega is par click Karen.
Uske baad aapko hide AppLock option Milega use enable kar
de.
Uske baad Aap Ke Samne Ek Naya page open hoga usme Upar hide
AppLock ke option ko enable kar de uske baad AppLock aap ke phone se hide
hoyega Uske bad aap ki app Home Screen par nahi dikhega.
AppLock ko unhide kaise kare
Agar aap apne AppLock ko unhide karna chahte hain to niche
batayega process ko follow Karen.
Aap apne smart phone mein dial pad ko khole.
Uske baad dial kare # 1234 yeh code enter karne ke bad Call
button ko press Karen.
Uske baad aapka AppLock open hoyega aap is methad Se Bhi
Apne AppLock ko unhide kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “app lock kya hai” aur
Sath Hi “app par lock Kaise Lagaye” Agar aapka is article se related Koi
Sawal hai to aap hame Neeche comment mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article kaisa
laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment kar ke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
AppLock kya hai? app lock kaise kare? app lock Karne Ka Tarika
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 02, 2019
Rating: