Safe mode kya hai? safe mode on Karne Ka Tarika
Safe mode kya hai? safe mode on Karne Ka Tarika
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is postman Dosto Aaj ki
is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “safe mode kya hai” aur “safe
mode Kaise on Kare” agar aap bhi safe mode ke baare mein Jankari Jana
Chahte Hain To aap bilkul sahi article padh rahe hain.
Safe mode ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is article
ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade taki aapko Har Jankari acche se samajh
Aaye.
Is digital Duniya Mein Har vyakti Android phone ka use Karta
Hai Koi bar Hamara Android phone thik se kaam nahi karta to Hamein safe mode ka
use karna Hota Hai jo ki Hamare phone mein Diya Hua Hota Hai.
Agar Aapko nahi pata ki safe mode kya hai aur safe mode
Kaise on Kare to aap is post ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain
safe mode kya hai aur safe mode Kaise on kare.
To chaliye Jante Hain safe mode ke bare mein Sabhi jankari.
Safe mode kya hai?
Agar aapke smartphone mein kuch application open nahi ho
rahi hai ya aapke smartphone mein kuch play Nahin ho raha hai tab aap apne
phone mein safe mode on kar sakte hain.
Safe mode ko on karne se aap ke smartphone Mein only wahi
application kaam karte hain jo pahle se install hai aur third party apps kaam
karna band kar dete Hain.
Safe mode on kaise kare?
Safe mode ko on karne ke liye niche Bataye Gaye process ko
follow Karen.
Apne smartphone Mein safe mode on karne ke liye power button
ko long press Karen.
Uske baad aap ke phone mein power off call option ke sath
aur kuch option ayenge aapko power-off ka option thodi der tak press karna hai.
Uske baad Ek pop-up open hoga or reboot to safe mode likha
hua dikhega wahan par ok button par click Karen.
Ab aapka phone reboot hoga.
uske baad aapka phone safe mode mein aa jayega.
Safe mode off kaise kare
Safe mode ko off karne ke liye niche Bataye Gaye process ko
follow Karen.
Sabse pahle aap apne smartphone Mein power button ko long
press Karen.
Uske baad Aap Ke Samne power of ka option aayega use thodi
der ke liye Dabaye.
Uske baad Aap Ke Samne Ek pop open hoga aapko reboot to safe
mode likha hua milega Yahan Par cancel button par click Karen.
Uske baad reboot par click Karen.
Uske baad aapke smart phone mein safe mode off ho jaega.
Is Tarah Se aap apne smartphone Mein safe mode on ya off kar
sakte hain.
Safe mode ke fayde
Agar aapka mobile aur Adhik hit ho raha hai to hit kam Hota
Hai.
aapka smartphone jab safe mode Mein Hota Hai tab aap ki
mobile ki battery bachti Hai.
Aapka smartphone job safe mode mein hoga tab aap ka
smartphone hang nahi hoga aur slow nahi chalega.
is article Mein Humne Dekha safe mode Kaise on Kare aur
saath hi safe mode Kaise off Kare Agar apka is article se related Koi Sawal hai
to aap Hamein Neeche comment pooch sakte hain.
Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain. Taki yeh jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article kaisa
laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Safe mode kya hai? safe mode on Karne Ka Tarika
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 02, 2019
Rating:
