Passport size photo kaise banaye?
Passport size photo kaise banaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto aaj
ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “passport size photo kaise banaye”
agar aap bhi passport size photo banana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh
rahe hai.
Passport size photo kaise banaye in Hindi yeh sari details
jane ke liye is article ko Shuru Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko har
Jankari acche se samajh Aaye. ummid karte hain aapko Hamare Sabhi post Pasand
aa rahi hai aur Usi Tarah Se Hamare Aane wali post ko bhi Pasand Karte Rahe.
Passport size photo Hamein Har Kaam Mein upyogi Aate Hain
Chahe aap koi bhi kaam kar rahe hain to aapko passport size photo Jaruri Hota
Hai.
Agar aap Kisi job ke liye apply kar rahe hain to aapko
passport size photo jaruri hai agar aap Kisi Bank Mein account open karne ke
liye Ja Rahe Hai to aapko passport size photo Zaroori Hota Hai.
Lekin Jab Hum passport size photo banana Chahte Hain To
aapko Uske bare mein pata nahin Hota lekin aaj kis post Mein Hum Aap Ko batayenge
passport size photo kaise banaye.
Passport size photo kaise banaye
Agar aap market se passport size photo banate hain to aapko
bahut Adhik paise aur Samay lagta hai lekin aaj ki post mein hum aapko passport
size photo banane ka tarika batayenge jisse is post ko padh kar aap apna Paisa
aur Samay donon bacha sakte hain.
Aaj ki Samay Mein passport size photo Hamein Har Kaam ke
liye Lagta Hai Chahe aap online ho ya offline aapko passport size photo banana
bahut Zaroori Hota Hai.
Is post mein hum aapko online Tarika batayenge Jiski dwara
aap Ghar Baithe passport size photo banana Sikh sakte hain vah bhi without
computer or without Photoshop To Jante Hain passport size photo kaise banaye.
Apna passport size photo banane ke liye Neeche Bataye Gaye
process ko follow Karen.
Sabse pahle aap ko www.idphoto4you.com par Jana Hoga.
Uske baad Aap Ke Samne 4 option Honge country photo print
size aur image file.
Aap country wale option Main Apni country select Karen.
Uske bad photo wale option Mein passport size photo hai
Rahane De.
Uske baad print size wale option mein Kuch badlav Na Karen.
Image file wale option par photo upload Karke passport size
photo Banaye.
Jab aap aapki photo website par load Ho Jayenge To Aap Ke
Samne Ek new screen khulega Jisme aap apni photo ko Apne hisab se edit kar
sakte hain.
Uske baad Neeche make photo par click Karen uske baad aap ki
photo download honi shuru ho jayenge uske baad aap apni photo ko download karke
print out nikal sakte hain.
Mobile se passport size photo kaise banaye
Agar aap apne smartphone se passport size photo banana
Chahte Hain To aap Badi aasani se bana sakte hain uske liye aapko Google Play
Store se ek application download karna hoga. Aur use app ka naam hai passport
photo maker.
Is application Ko download karke install Karle aur uske baad
application khole aapke Samne start ka option aayega use per click Karen Uske
bad Aap Ke Samne country ka option aayega usme in India select Karen. Uske baad
photo upload Karen.
Uske baad aap ki photo automatic India ke resolution ke
hisab se select ho jayegi.
Passport size photo ki size Kitni hoti hai
Passport size photo ki ek policy hoti hai vah apni country
ke anusar Niyam Aur Kanoon ke anusar hoti hai.
Passport photo size in India - 2 * 2 inches
To Is Tarah Se Badi aasani se aap apne smartphone se
passport size photo bana sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “passport size photo kaise
banaye” aur “passport size photo ki size Kitni hoti hai” agar aapka
is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein Jarur
Pooche.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ki updates paana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain
Apna bhumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Passport size photo kaise banaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 16, 2019
Rating: