Email kaise bhejte hain? email Kaise Dekhe?


Email kaise bhejte hain? email Kaise Dekhe?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “email kaise bhejte hain” agar aap bhi gmail bhejna Chahte Hain To aap bilkul sahi article padh rahe hain.

 
Email kaise bhejte hain? email Kaise Dekhe?
Email kaise bhejte hain? email Kaise Dekhe?

Email kaise bhejte hain Iske bare mein sari Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar and Tak Pade taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.



Is digital Duniya Mein email ka use Sabhi Karte Hain aap apne documents videos files photos gmail ki madad se apne Dosto ko ya relative ko bhej sakte hain. agar aap Kisi job ke liye apply karte hain to aapko email id ki madad se mail Kiya jata hai.



agar aap Kisi Ko mail bhejna Chahte Hain lekin aap ko nahi pata ki email kya likhe aur email send kaise karen to aaj hum aapko email Kaise bheje ke bare mein sari details batayenge.



Email kaise bhejte hain




Email bhejne ke liye Neeche Bataye Gaye process ko follow Karen.



Email aap apne computer ya mobile se bhej sakte hain.



Computer se mail Kaise bheje




Sabse pahle aap apne Gmail ID login Karen email bhejne ke liye aap sabse pahle Gmail password aur email id dalkar login Karen.



Uske baad aapko left side mein composed ka option Dikhai Dega use par click Karen.



Uske baad aapko Ek box Dikhai Dega usme aap ko kuch option dekhenge.



Use box mein aap sabse pahle use vyakti ka email id Dale jise aap email bhejna Chahte Hain.



Uske baad aapko sab subject Pucha Jayega subject ke option mein aap apna email ka subject likhe.



Uske baad aapko jo message type karna hai aur jo files document ya photo bhejna hai wah aap bhej sakte hain.



Uske baad aapko jo file ya photo attach karna hai woh Karke aap Neeche send wale button par click kar ke message ko send kar sakte hain.



Mobile se email Kaise bheje




Apne mobile se email bhejne ke liye Neeche Bataye Gaye process ko follow Karen.



Sabse pahle aap apne mobile mein Gmail App khole aur apne Gmail account mein login Karen.



Uske baad aapko Ho pencil icon Dikh Raha Hoga us par click Karen.



Uske baad aap jis vyakti ko email send karna chahte hain uska email id enter Karen.



Uske baad Aap Jo message type karna chahte hain aur jo photos ya file bhejna Chahte Hain Hua Badi aasani se bhej sakte hain.



Uske baad gmail ko send karne ke liye Send option par click kar de aur aapka email sent hoyega.



To Is Tarah Se aap apne smartphone Se Badi aasani se email bhej sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha “email kaise bhejte hain” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein DJ comment box Mein Jarur Puche.



Is article ko aap apne doston ke sath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article kaisa laga aap hame Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ki update karna chahte hain to aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Email kaise bhejte hain? email Kaise Dekhe? Email kaise bhejte hain? email Kaise Dekhe? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 16, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.