Mobile mein software Kaise Dale?
Mobile mein software Kaise Dale?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “mobile mein software Kaise Dale”
agar aap bhi apne mobile mein software dalna Chahte Hain To aap bilkul sahi
post padh rahe hain.
Apne mobile mein software Kaise daale ki Jankari jane ke
liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak Pade Taki aapko Har Jankari acche se
samajh Aaye. ummid karte hain Aapko Hamari Sabhi post Pasand aa rahi hai aur
Usi Tarah Se Hamari Aane wali post ko bhi Pasand Karte Rahe.
Aajkal Har Insaan smart phone ka use karta hai aajkal bahut
sari company smartphone launch Karti Hai Har din ek naya smartphone launch hota
hai lekin Aaj kal kai company ke mobile mein software se sambandhit samasya a
rahi hai Jisme se hamara mobile band ho jata hai aur dobara chalu nahi hota
hai.
Mobile kharab ho jane par Hamein usme software se sambandhit
problem Aati Hai To Hame mobile Ko Kisi mobile repairing dukandar pas Lekar
Jana Hota Hai aur software kaise dalte hai Iske bare mein Jankari na hone par
aap Se wah bahut Adhik Paisa mangta hai.
Lekin aaj ki is post Mein Hum Aap Ko software kaise daalte
hain aur aap apna Samay aur paise Kaise bacha sakte hain woh cheez batayenge to
is post ko Shuru se end Tak Pura padhe.
Mobile mein software Kaise Dale
Jab Bhi aap ka smartphone band ho jata hai uska software
kaam nahi kar pata hai to aap ko Chinta karne ki jarurat nahi hai Kyunki Aaj
hum aapko Aisa Tarika Bata Ne Ja Rahe Hain Jis ki madad se aap apne mobile ko
Khud Hi mobile software download kar sakte hain.
Mobile software download karke aur usse apne mobile mein
dalne ke liye kuch cheezo ki avashyakta Hoti Hai Jiski Madhyam se apne mobile
mein software aasani se Dal sakte hain tu Chaliye Jante Hain sabse zaroori
Cheez Kya hai software dalne ke liye.
Mobile software download aur se load karne ke liye kuch Jaruri chije
Sabse pahle aap ke pass USB cable Hona jaruri hai.
Uske baad aapke paas Flash tool file Hona jaruri hai.
Uske baad aapke paas USB driver for Android hona zaroori
hai.
Uske baad aap ke mobile ke model ka stock ROM firmware flash
file Hona zaroori hai.
Aur uske baad Sab jaruri cheez aapke paas computer ya laptop
Hona jaruri hai jis ki madad se aap apne mobile mein software Daalenge.
Agar Apke Pas o sabhi chije available hai to aap aasani se
apne mobile mein software Dal sakte hain.
Ab Hum Jante Hain laptop se mobile mein software Kaise Dale
Computer ya laptop se mobile mein software Kaise daale
Apne mobile mein software dalne ke liye Neeche Bataye Gaye
process ko follow Karen.
aap ko Sabhi step-by-step follow karna hai Taki aap ek Safal
purvak software Dal sake agar aap step by step Tarika follow Karenge to aap
aasani se apne mobile mein software Dal Sakenge.
Sabse pahle aap Google par search Karen apne mobile ke model
name ya model number ka stock ROM firmware flash file Ko download Karen.
Uske baad Apne computer mein USB driver for Android download
Karen aur use install Karen.
Uske baad Apne computer mein Flash tool download Karen aur
install Karen.
Uske baad sabse pahle stock ROM firmware flash file ko
download kiya hai usko zip file ko unzip file Karen aur folder mein daale.
Uske bad flash tool file ko extract Karke exe file Main khole
Aur download ke button per click Karen.
Uske baad aapko Neeche batayega step ko follow karna hoga
jisse aap apne mobile mein software Dal Sakenge.
Sabse pahle aap apne smartphone ko USB cable ki sahayata se
apne laptop ya computer se connect kar le.
uske baad flash tool mein download kiya tha uska naam
scatter tha aur flash file Mein scatter ko dhunde aur is par click Karen.
Uske baad aap ke laptop mein skater khul Jayega uske baad
turant Thi aapko next button par do baar click karna hai Jaisi aap step complete
kar lete hain to Turant stock ROM ke andar Chale Jayenge.
Uske baad process to continue per click Karen uske baad
turant aapko Green rang ka symbol Dikhai dega aur software install Hona.
Jab process 100 percent pura Ho Jaega To iska matlab aap ke
mobile mein software aasani se load ho raha hai.
Uske baad smartphone ko USB cable se alg Kare aur switch on
Karen yadi switch on ho jaaye to iska matlab aap apne mobile mein software Dal
Diya Hai.
To Is Tarah Se aap apne mobile mein software install kar
sakte hain. agar aap koi bhi step galat Karte Hain To aapke mobile mein
software load nahi ho payega aur aapke mobile ko nuksaan bhi ho sakta hai
Is article Mein Humne Dekha “mobile mein software Kaise
dale” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche
comment box Mein comment Karke Jarur Puche.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update karna chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Mobile mein software Kaise Dale?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 16, 2019
Rating: