Tik Tok App kya hai or tik tok application ko kaise use kare
Tik Tok App kya hai or tik tok application ko kaise use kare
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein aaj kis
post Mein Hum Baat karne Wale Hai "Tik Tok App kya hai" Tik Tok app
kaise use kare agar aap bhi tik tok app chala na chahte hain aur aap bhi iska
istemal karna chahte hain to aap bilkul sahi article padh rahe hain is post ke
Madhyam se hum aapko batayenge ki Tik Tok app kaise use karte hain.
Tik Tok application me account kaise banaye Yah jankari Hum
Aaj is post ke Madhyam se janenge hum aapko bilkul Saral bhasha mein sari
Jankari samjhenge ummid Karte Hai Aapko Hamare sare article posana rahe hai aur
ISI Tarah Se Aap Hamare website par Aane Wale Sabhi article ko Pasand kare.
Apne WhatsApp, Facebook ya social media for bahut sare short
video Dekhe Honge jismaya acting ke sath sath gane Chalete Hain agar aap bhi
khud ka video banana chahte hain aur aap bhi acting Ka Shauk rakhte Hain To app
is post ko Pura padhe aap apna video bana kar use social media par share kar
sakte hain.
Tik Tok App Ki madad se aap video Bana Ke paise Kama sakte
hain Tik Tok app bahut jyada popular Ho Gaya Hai Uske bahut jyada million Mein
download ho chuke hain Tik Tok app mein bahut Sare futures Diye gaye hain
Jesase aap apne video ko achi tarike se bana sakte hain agar aap bhi apna video
banana Chahte Hain to hum aapko batayenge ki Tik Tok app Kaise Chalaye. Toh
Jante Hain Tik Tok app kaise download kare agar aap bhi apna video bana kar
usse Apne Dosto ke sath social media for share karna Chahte Hain to is post ko
Shuru se leke end Tak pura padhe taki Bataye Gayi sari Jankari acche se samajh
sake.
Tik Tok App kya hai
Tik Tok app Ek short video creator application hai is ke
Madhyam se up 15 second ki video bana sakte hain. basically Yah musically app
ka update version hai musically ne new update main uska naam Badal kar Tik Tok
Rakha Hai. Video banane ke liye aap Kisi bhi song ko add kar sakte hain isme
aap effect or dialogue bhi add kar sakte hain is application mein aap dubbed
video bhi bana sakte hain is application main aap Kisi dusare user ko follow
kar sakte hain.
Tik Tok app kaise download kare
Agar aap Tik Tok application use karna chahte hain to aapko
use download karna hoga.
Sabse Pehle Aap Google Play store pe chale jaye aur waha pe
Tik Tok app type karke use download kare.
Download hone ke baad usse install Karle.
Install hone ke baad aap Tik Tok application ko use kar
sakte hai.
Tiktok application me account kaise banaye
Tik Tok application par account banane ke liye aapko kuch
tip ko follow karna hai.
Sabse Pehle Aap Tik Tok app ko open kare.
Open hone ke baad aapko last Mein profile ka Vikalp Dikhai
Dega us par click kare.
Isme account create karne
ke liye aap email id ya Facebook, Instagram, Twitter or Google account
se signup kar sakte hain.
Yahan Par aap phone number enter Kare aur email enter Kare
Apne number or Email par verification code ayega.
Abhi aap apne account ke liye ek password daale bas aapka
account Ban chuka hai ab aap Tik Tok app istemal kar sakte hain aur aap apni
video bana sakte hain.
Tik Tok app kaise use kare
Tik Tok par account banane ke baad aap video bana sakte
hain.
Jab aap apne aap ke home screen par Jayenge To Wahan pe apko
do option dikhenge Ek Hoga following aur dusra Hoga for me par aap click
Karenge to aapko UN logo ke short video Dikhai Denge Jeene aap follow kar rahe
hai aur Follow Me par click karne par aapko Woh video Dikha Denge jo aap daal
rahe hai.
Is app main aap trending tech or categories Main Apne hisab
Se videos dekh sakte hain.
Jab aap koi video upload karte hain aur usko like ya comment
aata hai to uska notification Aap Ko Milta Hai.
Tik Tok app ke features
Tik Tok app ki bahut sare features aap ko Milenge Jise use
se aap apni video bana sakte hain to Jante Hai features ke baare mein.
Sabse pahle Tik Tok app ko khole aapko Plus ka icon Dikhai Dega us par click kare.
Uske baad aapko sound ka option Dikhai Dega is option ki
madad se aap music add kar sakte ho.
Uske baad change camera ka option Milega yahse hum koi bhi
camera Se videos bana sakte hain.
Uske baad aapko motion yani ki is option ki madad se aap
video ko slow or fast bana sakte ho.
Uske baad filters is ki madad se aap apne video mei filters
Laga sakte hain.
Countdown se aapko videos banane ke liye icon ko finger se
hold karna Hota Hai.
Uske baad beauty mode is option ki madad se aap apni video
se face Ko Bhi Jyada achha dikha sakte hain.
Uske baad effect is option main aapko bahut Sare effect
Milenge Jise aap apni short video may use kar sakte hai.
Pick from gallery is option se phone mein gallery me save
video ko upload kar sakte hain.
Record video is option se aap video record kar sakte hain
screen par red button ko tab Kare aur video record kare.
Aaj ki is article ke Madhyam se Humne Jana Ki "Tik Tok App
kya hai" aur uske Sathi Humne aapko ye bhi bataya Tik Tok App Ka istemal kaise
kare Aur Tik Tok app mein account kaise banaye.
Is post ki jankari aap apne friend ko social media par share
kar sakte hain Jis Se Aur Bhi Jyada log is Jankari ko Jaan Payenge.
Agar aap Hamari website ki latest Jankari paana chahte hai
to aap Hamari website ko follow kar sakte hain.
Tik Tok App kya hai or tik tok application ko kaise use kare
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
February 25, 2019
Rating: