Paytm Mall kya hai Paytm Mall App se shopping kaise kare
Paytm Mall kya hai Paytm Mall App se shopping kaise kare
hello Dosto Swagat hai aapka is post Mein Aaj Ki is post
Mein Hum batane Wale Hai “Paytm Mall kya hai” or “paytm mall se
shopping kaise kare”. agar aap bhi online shopping karna chahte hai to aap
bilkul sahi article padh rahe ho Kyunki is article Mein Hum janenge Ki Paytm
Mall se shopping kaise kare or Paytm Mall kaise use karte hain Yeh sari Jankari
hum aapko bilkul Saral bhasha mein samjyange. Umeed karte hain aapko post
Pasand Aayegi aur isi Tarah Se Hamare Sabhi post ko aap padhte Rahe.
Aaj ke is digital Duniya Mein Har Koi Ghar Baithe Internet
se shopping karna Pasand karta hai internet Aane Se Pehle Agar hame koi cheez
kharidna ho to Hame market mein jana Padta tha lekin ab aisa nahi hai hum koi
bhi cheez Ghar Baithe order kar sakte hain Hame market Jaane Ki avashyakta Nahi
Hai online shopping karne ke liye aapko internet par bahut sari website Milenge
Jis Se aap Ghar Baithe Internet se shopping kar sakte hain aaj kal to online
shopping ko bahut pasand Kiya jata hai Kyuki online shopping main bahut Sare fayde
Hote Hain aur usme aap ko bahut Sare offer Abhi mil Jate Hain aur online
shopping karna bahut Aasan ho gaya hai.
To chaliye Jaan lete hain Paytm Mall App se shopping kaise
kare agar aap bhi online shopping karna chahte hain to iss post ko aap pura
Pade is post mein hum aapko Paytm mall ke baare mein sari jankari batane Wale
Hai. Agar aap is post ko Pura padenge to aapko Paytm mall ke baare mein sari
Jankari acche se samajh Aayegi.
Paytm Mall app Yah ek online shopping application Hai jisse
aap koi bhi product online kharid sakte hain jaise ki mobile, computer, laptop,
Jhoote ya fashions related product bahut sari cheeje aapko is application main
online mil Jayegi yah E-commerce website ki tarah kam karta hai. Paytm Mall app
me mobile recharge, bus ticket, bill payment or bahut sare features aapko is
Mein mil Jate Hain.
Paytm Mall application download kaise kare
Paytm Mall application ko use karne ke liye aapko us se
download karke Apne smartphone Mein install karna hoga.
Sabse Pehle Aap Google Play store pe chale Jaye wahan pe
type kare Paytm Mall aur wahan se Paytm Mall application Ko download kare.
Ab Paytm Mall app ko Install kar le.
Ab aap Paytm Mall App se online shopping kar sakte hai.
Paytm Mall app par account kaise banaye.
Is par account banane ke liye aap ko Hamare batayega step ko
follow karna hoga.
·
Sabse Pehle Aap Paytm Mall app ko open kare.
· AB home page par login to PayTM per click.
· Yahan pe aapko apna Paytm number or Email Id dalna hoga.
· Uske baad aapko Paytm password enter karna hoga.
· Ab aap login per click kare aapka successfully Paytm Mall app login ho jayega.
· AB home page par login to PayTM per click.
· Yahan pe aapko apna Paytm number or Email Id dalna hoga.
· Uske baad aapko Paytm password enter karna hoga.
· Ab aap login per click kare aapka successfully Paytm Mall app login ho jayega.
Paytm Mall application se shopping kaise kare.
Is application me login hone ke baad Paytm Mall se aap
shopping kar sakte hain aapko Bata rahe hain to Jante Hain Paytm Mall se
shopping kaise kare.
Paytm Mall login hone ke baad aapko koi bhi product search
karna hai.
Product search karne ke baad Aap Ke Samne ek page open hoga
aapne Jo product kharidna hai Uske Neeche buy ka button dekhega us par click
kare.
Ab Aap Ke Samne ek page aayega usme aapko promo code dalne
ke liye Kaha Jayega Agar aapke paas promo code Hai To aap usme mein daal sakte
hain ISI se aapko cashback Milta Hai.
Promocode dalne ke baad aapko apna address dalna hai isme
aap apna pura Pata dalkar city ka naam phone number sab kuch Sahi Jankari Dale.
Ab aap ko payment karne ke liye Kaha Jayega aapne Jo product
kharida Hai uski payment karna hai aap isko payment netbanking, Paytm ya debit
card se bhi kar sakte hai. Jab aap payment kar denge to kuch dino baad aap ki
delivery ho jayegi. To Yeh Hai Aasan Tarika Paytm Mall application se online
shopping karne ka.
Paytm Mall application se online shopping karne ke fayde
Paytm Mall se online shopping karne ke fayde bhi hote hain
to Jante Hain fayde ke baare mein.
Paytm Mall se shopping karne se aapko cashback Milta Hai.
Is se aap International product bhi order kar sakte hain.
Paytm Mall mein jo bhi naye product ya koi offer aa jata hai
to aap ke mobile par turant notification aa jata hai.
Is App par aap ko Sabhi category ke product aasani se
Milenge.
Paytm Mall pe apko customer support 24 ghante rehta hai.
Aaj ki is article Mein Humne Jana "Paytm Mall kya
hai" Or iske sath hi "Paytm Mall se shopping kaise kare"
aur Paytm mall ke fayde kya kya hai ummid karte hain Hamare dwara Yeh Hai
Jankari aap ko pasand aayi Hogi.
Paytm Mall se shopping ya Paytm mall ke baare mein Jankari
lene ke liye aap Hamari is post ki madad Le sakte hai.
Agar aap Hamari website ke sare update pana chahte hai to
aap Hamari website ko follow kar sakte hain.
Paytm Mall kya hai Paytm Mall App se shopping kaise kare
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
February 25, 2019
Rating: