Battery Charge Karne Ka Sahi Tarika


Battery Charge Karne Ka Sahi Tarika



Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare Is Naye post Mein aaj ki is post mein hum aap ko baat Aane Wale Hai "battery charge karne ka Sahi tarika" agar aap bhi apne mobile phone ko kaise charge Kare Ye jaan na chahte hai to aap bilkul sahi article padhe rahe hain Kyunki Is artical me aap Jaan payenge battery ko charge karne ka Sahi tarika.


Battery charge karne ka Sahi Tarika ke baare mein sari Jankari is post ke Madhyam Se Jane ke liye aap is artical ko pura padhe ham aapko bilkul Saral bhasha mein Sab samjyenge ummid Karte Hain Ki Aapko Hamari Sabhi post Pasand aa rahi hai. aap isi Tarah Se Hamare sare post ko Pasand Karte Rahe.

 
Battery Charge Karne Ka Sahi Tarika

                      Battery Charge Karne Ka Sahi Tarika




Aajkal ki is digital Duniya Mein Har vyakti ke paas smartphone hai Har vyakti smartphone ka use karta hai. Smartphone Ko Jitna Jyada use karte hain Itna Hai Hum battery ko Sahi istemal karna Zaroori Hota Hai. Aaj ke is digital Duniya Mein Hum sara kaam smartphone se kar lete hain. Smartphone ko Din mein jyada Se Jyada use karne ke liye uski battery life acchi Hona bhi bahut zaroori hai. Nahi to Aapka phone kabhi bhi band ho sakta hai. Kai Baar hame koi important kaam hota hai aur us samay Hamara phone band ho jata hai aise Mein Aapka kaam Aadha Adhura Reh jata hai. Aur aap ka o kaam pura karne ke liye aap ko Smart Phone ko phir se charge karna Hota Hai.


Tu Chali Ye Jante Hain "battery ko charge karne ka Sahi tarika". Apne smartphone ko kaise charge par Lagaye o sari Jankari jane ke liye aap 5 minute ka samay Dekar is post ko pura padhe taki sara knowledge aap achi Tarah Se samajh Paye.


Battery charge karne ka Sahi tarika



Smartphone ka din mein jyada Se Jyada use hone par uski battery charge Hona bhi zaroori Hota Hai. Sabhi smart phone user Yeh chahte Hai Ki Unka phone battery jaldi charge ho aur phir Apna sara kaam chalu Rakhe. Lekin bahut Sare smartphone user kuch Galti kar dete Hain Jis Se Unka phone bahut hi jald kharab ho jata hai aur battery bhi bahut jald kharab ho jati hai. Is problem se bachne ke liye aapko kuch Baatein Dhyaan Rakhna Hota Hai Jis Se aap ka smartphone jaldi charge hone ke sath sath battery kabhi bhi kharab nahi hogi.


Battery charge karne ka Sahi tarika



Battery ko jaldi charge karne ke liye aap kis tarikh ko Apna sakte hain aur apne battery ko jaldi charge kar sakte hain.


Original charger se charge Kare.



har smartphone ke sath Ek original charger Diya jata hai aapko Apne Smart Phone ko original charger se recharge karna chahiye jo ki company dwara battery ke liye rating ko set kar ke recharge Diya jata hai. Agar aap duplicate charger ya dusri charger se battery charge karte hai to usse aapki battery life kam hoti hai.


Smart Phone ko charge karte samay game Na Khele.


Jab Bhi aap apne phone ko charge karte hain to us samay aap ko us par koi bhi game nahi khelna chahiye Jesus say aapka phone hang hota hai aur battery life bhi kam hoti hai.


Data connection Wi-Fi Bluetooth band rakhe.


Bluetooth, Wi-Fi ya data collection on Rehne Ke Baad phone ki battery battery jaldi khatam ho jati hai ISke liye jab bhi aap Phone ko charge karte hain Uss samay apne phone mein data connection, Bluetooth ya Wi-Fi ko off Rakhe.


Phone ko switch off rakhe


Apne smartphone ko jaldi charge karne ke liye aap Smart Phone ko switch off kar dijiye. Yeh sabse behtareen Tarika hai Jis se aap phone ko jaldi charge kar sakte hai phone switch off rehta hai to koi bhi app kaam nahi karta hai usse phone kuch hi der mein charge Hota Hai.


Phone charging tips


Apne phone ki battery life badhane ke liye Hum Yaha trick Jaan Rahe Hai Jis Se aap ki phone ki battery life Badegi aur aapka phone kharab bhi nahi hoga.



  • Smartphone ko Kabhi Bhi Jyada Samay Tak charging Par Na Lagaye is se battery life kam ho jati hai.



  • Smartphone ko ek mahine mein sirf ek ya do baar 100 pratishat tak charge karna chahiye isse battery backup or battery life Dono badhte hai.

  • Smartphone ko blast hone ka sabse Jyada Katra tab Hota Hai Jab aap kisi doosre charger Ka istemal Karke phone pe baat kar rahe Hote Hain.




  • Smartphone ko kabhi bhi Garam jagah par rakh kar charge nahi karna chahiye isse smart phone ki battery ful Jati Hai aur battery life bhi kam hoti hai.




  • Smartphone ko zero se 100% person Tak charge nahi karna chahiye. Isse a battery life kam ho jati hai.




Aaj ki is article Mein Humne Dekha "battery charge karne ka Sahi tarika" aur is tarike ke saath apni battery ko jaldi charge kar sakte hai. ummid karte hain Hamare dwara Di Gai Ho Jankari aapke liye upyogi Hogi.



Apne smart phone ki battery life badhane ke liye aap iss post ki madat Le sakte hain. Aur aap sari Jankari acche se samajh Gaye Honge aap ko ye ho jaan Kari kaisi lagi aap hame comment dwara Jarur Bataye.



Is article ko aap apne social media aur dost ke saath bhi share kar sakte hain. Taki ye knowledge unko bhi mile is post ke zariye aap Unki help kar sakte hain.

Battery Charge Karne Ka Sahi Tarika Battery Charge Karne Ka Sahi Tarika Reviewed by JALINDAR ALHAT on February 24, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.