Pendrive Se Deleted Data Recover Kaise Kare - onlinehelp2019

Pendrive Se Deleted Data Recover Kaise Kare - onlinehelp2019



Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is naye post Mein Dosto aaj ki is post Mein Hum Baat Karne Wale Hain "pendrive se deleted data recover kaise kare" agar aapka bhi pendrive me data delete ho gaya hai aur aap use recover karna chahte hai to aap bilkul sahi article padh rahe hai. is post mein hum aapko sari jankari batayenge Umeed karte hain aapko Yeh sari Jankari Pasand Aayegi.

Pendrive Se Deleted Data Recover Kaise Kare - onlinehelp2019
Pendrive Se Deleted Data Recover Kaise Kare - onlinehelp2019


Agar apke pendrive usse Koi data delete ho gaya hai ya aapka pendrive kharab ho Gaya Hai To Aajki post Mein Hum Usi ke baare mein sari Jankari Saral bhasha mein batayenge Umeed Karte Hai Aapko Hamara article Pasand aa gaya.

Aajkal is digital Duniya Mein Hum Kisi bhi deta ko Apne pendrive ya SD card Me store karte hain. Agar Hum Bahar ghumne ke liye bhi Jaate Hain To Wahan photos videos Banakar Hum usse Apne pendrive Mein store karte hain. Kai Baar aisa hota hai hamara pendrive ka data delete ho jata hai ya kharab ho jata hai iska Karan pendrive Ko Kisi bhi alag alag device Mein connect karne se virus aa jata hai jisse sara data delete ho jata hai Kabhi Kabhi Hamari galti se bhi deta delete ho jata hai. Kai baar Hamara important data bhi delete ho jata hai To Aise situation mein Hum usse recover software ki madad se usse recover kar sakte hain Aaj Hum Aapko Hamari is article Mein us cheez ke baare mein Jankari Bataye Wale Hai.

Aap Bhi Apne pendrive ya SD card ka data recover kaise kare Jankari Jana Chahte Hain. To aap is article ko 5 minute Dekh Kar Pura padhe Taki sari Jankari aap tak pahunch sake. Umeed Karte Hain ki aap ko is post ke Madhyam se madat zaroor Milegi aur aap apne pendrive ka data recover kar Sakenge.

Pendrive se delete data recover kaise kare



Aapko Apne pendrive ya SD card se delete data recover karne ke liye Neeche batayega step ko follow karna hoga.


·        Sabse Pehle Aap Ko Apne computer system mein "Stellar Phoenix data recovery" software ko download karna hai.


·         Uske baad Stellar Phoenix data recovery software ko Install kar lena hai.
 
 
·         Ab aapko software ko open karna hai. ab Aap Ke Samne ek page khulega vahar aapko USB drive ko select karna hai aur scan per click karna hai.
 
 
·         Ab aap ka pen drive ka deleted data scan ho jayega.
 
 
·         Scanning ho jane ke baad aapka pendrive ka delete data show ho jayega.
 
 
·         Uske baad Aap Ke Samne ek page khulega Jisme turn off preview ko on Kare aur aap jis data ko recover karna chahte hain usse usse select kare.
 
 
·         Aap Agar 1GB se Adhik data recover karna chahte hai. to uske liye aap ko pro version ka istemal karna hoga.

To yah Hai Aasan Tarika Apne pendrive se deleted data recover karne ka.


Aaj ki Hamari post mein Humne Dekha "pendrive se deleted data recover kaise kare" Asha karte hai ki aap ko Hamara Yeh article pendrive data recover kaise kare Pasand Aaya hoga Yah Jankari Humne aapko bahut Saral bhasha mein Samjhane ka Prayas Kiya. Aapko Hamari yah post kaisi lagi aap hame comment Karke Bataye.


Agar aap ka is post se related koi bhi Sawal hai to aap hame pooch sakte hain hum aapki samasya ko HAL karne ka pura Prayas Karenge.Aur Bhi Jankari padhne ke liye Aap Hamare Sath Jude sakte hai aap Hamari website ko follow kar sakte hai.
Pendrive Se Deleted Data Recover Kaise Kare - onlinehelp2019 Pendrive Se Deleted Data Recover Kaise Kare - onlinehelp2019 Reviewed by JALINDAR ALHAT on February 24, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.