Media.net kya hai media.net se paise Kaise kamaye
Media.net kya hai media.net se paise Kaise kamaye
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post mein aaj ki is
post Mein Hum Batane Wale Hai "media.net Kya hai aur media.net se paise
Kaise kamaye" agar aap bhi Ye Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi article
pe Aaye Ho. Kyuki aaj ki is post Mein Hum Usi ke baare mein baat karne wale
hai.
Media.net kya hai media.net se paise Kaise kamaye |
Media.net par account kaise banaye Ja Jankari Bhi Hum is
post mein janenge hum aapko bilkul Saral bhasha mein sari jankari samjhenge.
Umeed karte hai aap Ko sari Jankari Pasand aa rahi hai. Hamari Aane wali Sabhi
post ko ISI Tarah Se Pasand Karte Rahe.
Internet ki madad se aajkal bahut Sare log paise Kama raha
hai aaj kal internet ki madad Se Har Kaam bahut Aasan ho gaya hai Yahan Ke Hum
online earning bhi kar sakte hain. Agar aap blogger website ke baare mein Jante
hai to aap ko media.net ke baare mein zaroor Pata hona chahiye Kyunki media.net
se aap blogging Karke paise Kama sakte hai. Media.net se Paise kamane Ke Liye
sabse Pehle Aap ke paas ek blogger website Hona zaroori hai uske baad aap
media.net se paise Kama sakte hai aapko media.net ki terms and condition ko bhi
Jana Zaroori Hota Hai apni blogger website ke liye media.net ka kaise istemal
karna hai jo hum Jayenge.
Jante Hai Ki media.net Kya Hai aur media.net se paise Kaise
kamaye media.net Ka istemal Kar ki aap apni blogger website se paise Kamana
Chahte Hain To aapko iss post ko Shuru se leke and Tak pura padna hoga. Is post
ko agar aap Pura padenge to aapko media.net kya hai aur media.net se paise
Kaise kamaye yah Puri Jankari samajh Aayegi.
- Media.net kya hai
Bing or Yahoo ke dwara provide Kiya Gaya ad network hai is
aap Google AdSense alternative bhi kah sakte hain Yahan network UN logo ke liye
bahut best ho sakta hai Jinka Google AdSense jaldi approval nahi ho raha hai
media.net contextual ads network hai. Yani ki aap ki website this category par
hai kaunsi category ki Anshu Hogi isme aap apne ads ko customise kar sakte hain
media.net ko use karna bahut Aasan hai agar aap ka blog Hindi bhasha mein hai
to aap iska upyog nahi kar sakte Kyuki media.net English Bhasha Ko Hi support
karta hai media.net se paise earn karna bahut Aasan hai Aur Yeh hai aapki
blogger website ke liye bahut jald approve ho jata hai. media.net approval
paane ke liye aapke website ya blog Mein high quality content Hona bhi zaroori
hai agar aap ka blog Chota hi kyu Na Ho Par aap ki contain Mein quality Hona
zaroori hai aur aap ki language English hona chahiye to aap media.net se apni
website ko aasani se approval mil sakta hai.
- Media.net Kaise kaam karta hai
Jab aap ek quality content Apne blogger website par Likhenge
to aapko media.net ka approval milega aapke website ya blog English bhasha mein
Hona bahut jaroori hai Jab aap ki website ya blog par
ad show karne ke liye
Puri Tarah Se taiyar ho jata hai uske baad aap media.net ke liye apply kar
sakte hain uske baad aapka media.net se approval ho jata hai to aap Uske and
apne blog ya website par Laga kar paise Kama sakte hain.
- Media.net par account kaise banaye( कैसे बनाए )
Media.net par account banane ke liye aapko kuch step ko
follow karna hoga.
Sabse Pehle Aap Ko media.net ke website par jaana hai.
Ab aapko sign up karne ke liye aapko iss mein kuch Jankari
De nahi hogi.
Uske baad aapko captcha fill karna Hota Hai.
Ab aap get started per click kare aapke email Par Ek mail aa
jayega usme bataya Jayega ki account approwal hone ke liye Samay lagega.
Jab aapka account approved ho jata hai to aap ko email
address par aap ka username or password send kiya Jayega.
Ab aapka media.net ka account taiyaar hai aur aap ads create
Karke Apne website ya blog par Laga sakte hai Is Tarah Se Aap media.net Par
account create kar sakte hai aur apne blogger website se paise Kama sakte hai.
Media.net features
- Contextual advertisement
- Website par Usi Tarah Ki ads dikhenge Jis Tarah Se aapka content likha gaya hoga.
- No account Ban issue
- Media.net main account ban hone ke chances bahut kam Hote Hai.
- High quality ads
- Media.net main aapko high quality ads milegi.
- Mobile ads
- Media.net mobile browser ko detect karta hai aur jo browser user istemal kar rahe hai Usi hisab se ad dikhta hai.
- Single account for unlimited blog
Isme aap ek account se approval kar sakte hai aur uske baad
aap ek hi account se unlimited site par Jane ki aap ke sabhi blog ya website
par add Laga sakte hain.
- Media.net ke benefit
Jante Hain media.net ke kya kya benefit hai.
Media.net me aap apni category set kar sakte hain aapko kis
category ki ad dikhani hai.
Media.net ads setup karne ke liye help karti hai aap
media.net se contact kar sakte hain.
- Media.net ke nuksan
Ab Hum Jante Hain Ki media.net ke nuksaan ke baare mein.
Is ka sabse bada nuksaan Yeh Hai Ki Yahoo Keval English
Bhasha Koi support karta hai lekin aaj kal To Har language mein blog likhi Jate
Hai.
Umeed karte hain aap ko yah post "media.net kya hai
aur media.net se paise Kaise kamaye" pasand aayi Hogi. Yeh Jankari aap
apne Dosto ke sath bhi share kar sakte hai Takiya yah knowledge unko bhi mile.
Media.net kya hai media.net se paise Kaise kamaye
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
February 23, 2019
Rating: