Computer virus remove kaise kare - computer virus delete kaise kare
Computer virus remove kaise kare - computer virus delete kaise kare
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ki is post Mein Hum janenge Ki "computer virus ko remove kaise kare" computer virus ko delete kaise kare. Kya aap ke bhi laptop or computer mein virus aa gaya hai aur aap use remove karna chahte hain to aap bilkul sahi article pe aaye ho. Laptop or computer se virus Kaise remove kaise kare Yeh sari Jankari aaj ki is post Mein Hum batane wale hai to aap is post ko Shuru se leke end Tak pura padhe taki aapko Har EK Jankari achhe se samajh Aaye. Laptop ya computer mein virus Aana Koi Badi baat nahi hai ya her computer mein Aata Hai. Agar aap bhi laptop ya computer ka istemal kar rahe hai to aap ki bhi computer or laptop me yah problem aa gaya hoga.
Computer virus remove kaise kare - computer virus delete kaise kare |
Laptop computer mein virus Aane ki wajah se Hamara computer slow kaam karta hai. Hum Har Roz internet par Kuch Na search Karte rehte hain aur Har Roz internet ka use karne ki wajah se computer mein virus aa jata hai. Lekin is Karan Se Hum internet use karna chod bhi nahi sakte. Lekin Aaj Hum aapke liye bahut hi Aasan trick Lekar aahe jis ki madad se aap virus ko Mita sakte hain. To chahiye Jaan lete hain computer se virus remove kaise kare ya computer se virus ko delete kaise kare.
Laptop ya computer me virus Kaise Aata Hai
Jab Hum internet pe Koi crack software ya file Ko download karte hain to uski wajah se computer mein virus aane ke chances Jyada Hote Hain. Aap Aise software or file Ko download karne se bache.
Computer ya laptop mein jyada internet use karne se b virus aa jata hai.
Kisi external device Ke Karan bhi computer or laptop mein virus aa jata hai job computer par koi file share karta hai aur us file Ko Hum computer mein daalte hain to be computer ya laptop mein virus aane ka chance rehta hai.
Computer virus ko kaise pahchane
Sabse Pehle Yeh Jaana na bahut Zaroori Hota Hai ki aap ke computer mein virus hai ya nahi hai. Uske baad hai aap us virus ko Mita sakte hain.
- Agar aapka laptop ya computer Bar Bar band ho raha hai to usme virus aa gaya hai.
- Agar aap Kisi browser mein kuch type kar rahe hai aur Bina permission ke new tab open ho raha hai to aap ki computer ya laptop mein virus aa gaya hai.
- Agar aapki laptop ya computer Booti slow kaam kar raha hai tu aapke computer mein virus aa gaya hai.
- Jab aap ke computer me file apne aap open ho rahi hai to aap ke computer mein virus aa gaya hai.
- jab aap ka computer hang hone lagta hai to Aapka computer mein virus aa gaya hai.
- Aap Kisi file ka naam change kar rahe ho nahi ho raha hai to aap ki computer mein virus aa gaya hai.
- Agar aap Koi browser kholte Hain aur woh load Lene mein bahut Samay leta hai to aap ki computer mein virus aa gaya hai.
- Agar aapke computer mein koi software ya program apne aap install ho gaya hai to wo virus hai.
Yeh sare problem agar aap ki computer maybe hai to aapko Pata Lag Jayega ki aap ki computer mein virus hai.
Computer virus ko remove kaise kare
Computer se ya laptop se virus hatane ke liye hum aapko Bahut Asan Tarika Bata rahe hain jis ki madad se aap aasani se apne computer se virus ko remove kar sakte hain. Tu Jante Hain computer se virus Kaise delete kare.
Task manager
Agar aapko lag raha hai ki aap ki computer mein abhi abhi virus hai to aap Task Manager Mahan ho rahi process ko check kare.
Uske liye sabse pahle laptop ya computer mein task manager open kare.
Ab show process from all users per click kare.
Isme aap ko jo bhi unknown process lag rahi hai usse right click Karke and process kare.
Ab open file location Mein ja kar usse delete kar dijiye Aap Is Is Tarah Se task manager Ki madat se b virus Hata sakte hai.
Command ki madad se virus ko remove kare
Is Aasan tarike se bhi aap apne computer se virus ko Hata sakte hain. CMD ki madad se aap without software se computer ka virus Hata sakte hai.
uske liye sabse pahle aap ko laptop ya computer mein dos ko Khol lena hai. iske liye Windows + R type kare CMD likhe or enter dabade. Ya phir star button par click Kare command prompt option mein right click Kare aapko runas administration click kare.
Aapke computer Mein Jis drive Mein virus using CMD Main khole or D: type kare. Or enter press kare.
Sabse pahle attrib type kare enter press Kare aur Yahan Par aapko virus dikhega.
Ab attrip -r -a -s -h *.* Type kare enter press kare.
Sabse last mein aapko Del Autorun.Inf type kare. Enter press kare. Ab aapka computer virus remove ho chuka hai.
Aaj kis post mein Janaki "computer virus ko remove kaise kare" ya computer virus ko delete kaise kare is post ko Apne Dosto ke sath social media par share Kare Takia knowledge unke saath bhi Sher Ho Agar aapko Koi Sawal Yeh To aap hame Neeche comment Mein pooch sakte hain Hum uska reply Denge.
Or Aap Hamare Sath Bane Reh sakte hain taki aap bhi acchi acchi post padh sake.
Computer virus remove kaise kare - computer virus delete kaise kare
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
February 22, 2019
Rating: