Whatsapp Deleted Message Kaise Padhe
Whatsapp Deleted Message Kaise Padhe
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is naye post Mein Dosto aaj kis post Mein Hum Dekhenge ki "WhatsApp delete message kaise padhe" agar aap bhi WhatsApp deleted message padhna chahte hain to aap Sahi article pe Aayi Ho. Whatsapp ke delete message ko kaise padhe yah Jankari aapko is article ki madad se milegi. Aapko is article ko pura padna hai Ta ki sari Jankari aap ko acche se samjhe.
Whatsapp Deleted Message Kaise Padhe |
Aajkal ki is digital Duniya Mein WhatsApp ka istemal Sabhi Karte Hain. Har din WhatsApp pe har Tarah Ke message, photos or video send Kiye Jate Hain. Bahut sare user Aise Hote Hain Jo ki Kuch Is Tarah Ke message send kar dete Hain Jo ki woh bhejna nahi chahti Aur phir us message ko delete bhi nahi kar sakte. Lekin send kiye Gaye message delete kar sakte hain.
WhatsApp par naye naye features Aate Rehte Hain. WhatsApp Kai feature Hai Jis Ke dwara aap bhejiye message ko delete kar sakte hain aur user us message ko padh Nahi Sakta.
Tu Jante Hai WhatsApp ka deleted message ko kaise Dekhe. Agar aap se galti se Kisi Ko galat message send ho gaya Jo kya aap karna nahi Chahte the agar aisa Aap Ke Saath Ho Gaya Hai To Aap Yah post WhatsApp deleted message kaise Dekhe Shuru se leke end Tak pura padhe.
WhatsApp deleted message kaise padhe
WhatsApp par deleted message dekhne ke liye aapko Hum Ek app ke baare mein Bata rahe hain. Agar koi aapko message karne ke baad us message ko delete kar deta hai to is app ki madad se aap aasani se us message ko padh sakte hain.
Yah ek bahut hi kamal ka App Hai jo aapke mobile mein aane wale Sabhi notification ko save kar leta hai uski Ek notification history Banakar save karta hai. Tu Jante Hain Us app ke baare mein.
- Sabse Pehle Aap Ko apne mobile mein Google Play Store kholna hai. Or type karna hai "notification history"
- Ab aapko is app ko download karna hai download hone ke baad isko Install kar lena hai.
- Install hone ke baad aap app ko open kare.
- app open hone ke baad aapko 2 option Dikhai Denge Dono option ko enable kar dijiye aur ok button click kar dijiye
Ab aap ka application ready hai aap Kisi bhi deleted message ko aasani se padh sakte hain. Ab aapko koi bhi message Karke usse delete karta hai to aap is aap ki madad Se Us message ko aasani se padh sakte hain.
Umeed karte hain aapko Yahan post "WhatsApp deleted message kaise padhe" achi lagi Hogi Agar Aapko Hamari post achi lagi ho to aap hame comment Karke Jarur Bataye.
Whatsapp Deleted Message Kaise Padhe
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
February 21, 2019
Rating: