Dongle Kya Hota Hai Dongle Kaise Use Kare
Dongle Kya Hota Hai Dongle Kaise Use Kare
Dongle Kya hai
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ke is post Mein Hum Jane ki "Dongal kya hai aur Dongal ka istemal kaise kare". Dongle USB drive hota hai Jise laptop ya computer mein usb port mein dalkar connect Kiya jata hai. Dongal ka istemal Usi jagah par Kiya Jata Hai Jahan Par security ki sabse Jyada jarurat hoti hai. Laptop or computer mein Dongal ka use Karke internet Chala Jata Hai. Dongal ka istemal isliye karte hain Taki Koi Bhi gharkanuni dhang se software Ki Chori Na kar sake.
Dongle Kya Hota Hai Dongle Kaise Use Kare |
Dongle Jyada portable hone ki Karan aap usse Apne Saath Kahi bhi le ja sakte hai. Dongle ka istemal aap apne computer or laptop mein USB drive ki tarah kar sakte hai. Aap Agar Kisi software Chori hone ki samasya se pareshan hai to aap Dongal ka prayog kar sakte hain dongle aapko Suraksha pradan karta hai.
Ab hum Jaan lete hai dongle ka use kaise kare aap Agar Dongal ka prayog karna chahte hai to aap is article ko Shuru se leke aakhri Tak pura Padhe Taki aap ko Puri Jankari prapt ho sake.
Dongle kya hai
Dongal ek choti USB drive Hota Hai Jisko aap software se connect Karke Kisi bhi software ko Dongal ka istemal adhiktar usi jagah par Kiya Jata Hai jaha Par Suraksha ki Jyada jarurat hoti hai.
Dongle Mein Wi-Fi ya sim lagakar internet Chala sakte hain. Kisi software ki Gair kanooni Chori na kiya jaye iske liye bhi Dangal ka istemal Kiya jata hai. Dongle ko aap apne Saath Kahi bhi le ja sakte hain.
How to use dongle in computer in Hindi
Apne computer mein Dangal ka use karne ke liye aapko niche Diye Gaye step ko follow karna hoga.
Connect dongle
Dongle ko Apne computer ke USB port Mein Lagaye.
Ab Aap Ke Samne software Run karne ka option aayega. Aapko software Run karna hai.
Jab software Puri Tarah se install ho jayega tab desktop par software icon aa jayega ab software ko khole.
Software ko kholne ke baad connect par click kare. Connected Ho Jane par aapka internet shuru ho jayega.
Dongle ke fayde
Dongles Universal Hota Hai
Dongles Sare device ko service provider ke saath computable hota hai isliye koi bhi user Ko Kisi bhi service provider ke sath istemal kar sakta hai users Hamesha naye dongle ki kharidari nahi karni padti.
Dangal mein data secure Hota Hai
Dangal Mein deta bahut secure Hota Hai. Jahan Par wireless network ko aasani se hack kiya Jata Hai Wohi dongle ko bahut secure rahta hai.
Dangal ke nuksaan
Speed ke liye jyadatar best option nahi hota hai.Dongle ki speed bahut kam hoti hai aap jitni bhi Chahe uss Dangal ki speed 3. 6 se 7.2 MBPS speed se abhi nahi kar sakte.
Dongle ki speed limit hoti hai.Dongle ki maximum speed kitni hai 3.2 MBPS Ja 7.6 MBPS.
Umeed karte hain aapko yah article Pasand Aaya Hoga "dongle kya hai Dangal ka use kaise kare" Agar aapko yah article accha laga ho to Hame comment Karke Jarur Bataye.
Dongle Kya Hota Hai Dongle Kaise Use Kare
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
February 21, 2019
Rating: