ATM kya hai ? ATM kaise use karte hain
ATM kya hai ? ATM kaise use karte hain
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hai. "ATM kya hai" agar
aap bhi ATM ke baare mein Jankari Jana chahte hai. to aap bilkul sahi article
padh rahe ho.
"ATM ka use kaise kare" is article mein hum
aap ko yeh bhi jankari batayenge. o bhi bilkul Saral bhasha mein ummid Karte
Hai. Aapko Hamari Sabhi article Pasand aa rahi hai. aur Usi Tarah Se Hamare
Aane wali article ko bhi Pasand Karte Rahe.
ATM kya hai aur "ATM" kaise use karte hai
yeh Jankari Jana Chahte Hain. To is article ko Shuru se leke end Tak poora
padhe taki aapko Har Jankari achhe se samajh Aaye.
aajke is digital duniya mein ATM ka use Sabhi karte hain.
lekin bahut Sare logo ko ATM kaise use Karta Hai Uske baare mein Jankari nahi
hoti.
ATM Aane Se Pehle Hame Bank mein lambi line Mein Khade hokar
rukna Padta tha. lekin ATM ki wajah se logo ko bahut Sare fayde Hone
Lage ATM ke wajah se hum kuch second Me Paisa nikal sakte hain. woh Badi aasani
se to jante hai ATM kya hai.
ATM kya hai
ATM ek machine Hai jis ki madad Se Hum automatic Paisa nikal
sakte hain. aaj kal To Har Jagah par ATM machine uplabdh hai. ATM ki madad se
Hum paise nikal sakte hain ATM machine ki wajah se bahut Sare Logo Ko fayda
Hone Lage Hai.
ATM machine ek computer Ki Tarah dikhne wali machine hoti
hai, aur atm machine Banke server se Judi Rehti Hai. Jab Koi customer Apna Bank
account Khata khata hai. to us customer ko ek ATM card Diya Jata Hai. jab koi
Paise nikalne ke liye ATM machine ke paas jata hai wah Apna ATM card machine
mein lagata hai aur Apna ATM card ka pin number dial karake paise nikal sakta
hai.
ATM card kya hai
ATM card plastic ka card hota hai ATM Card ko ek Code hota
hai Jisme secret code Hota Hai ATM card or Pin ke dwara Hum ATM machine se
paise nikal sakte hain.
ATM ka use kaise kare / how to use ATM
ATM se paise nikalne ke liye aap ko niche bataye gaye
process ko follow karna hoga.
Sabse Pehle aapko Kisi bhi ATM machine Mein Jaana Hai. Ab
aapko ATM card ko machine ke card slot mein dalna hai. Aur 2 3 second ke baad
nikal lena hai.
Uske baad aapko language select karna hai.
- English
- Hindi
Uske baad aapko Apne ATM card ka pin enter karna hai. Apne
ATM card ka pin kisi ke saath bhi share nahi karna hai.
Uske baad Aap Ke Samne transaction ke kuch option Aayenge.
- Balance enquiry
- Fast cash
- Cash withdrawal
- Mini statement
Paise withdrawal karne ke liye aapko cash withdrawal option
select karna hai.
Cash withdrawal option ko select karne ke baad Aap Ke Samne
phir se 2 option Dikhai Denge.
- From current
- From saving
Agar aapka bank account saving hai to aap saving ko select
Kare aur Agar aapka bank account current hai to aap current ko select kare.
Uske baad aap ki screen par enter amount likha hua ayega.
aap jitne paise withdrawal karna chahte hain use enter karna hoga.
Amount dalne ke baad Aap Ke Samne 2 option Aayegi.
- Confirm
- Cancel
Matlab Aap Ne Jo amount dala hai woh sahi hai to aap confirm
select kar sakte hain. aur aapne Jo Amout dala hai. woh Sahi nahi hai to aap
cancel kar sakte ho.
Uske baad aap ko pucha Jayega transaction ke baad apko sleep
Chahiye ya nahi Agar sleep chahiye to aap yes Kare aur nahi to no kare.
Uske baad Aap Ke Samne screen par Dikhai Dega your
transaction being processed please wait uske baad ATM machine Mein vibration Ki
Awaz Aayegi is se aapko Pata chalega ATM machine Mein Paise Ki counting ho rahi
hai. uske baad aapko cash ATM ke bahar Mil Jayenge.
Uske baad cash Dene Ke Baad sleep nikalne Tak Ruke aur sleep
lene ke baad cancel ke button ko press kare.
Is post Mein Humne Dekha "ATM machine kya hai"
or isi ke sath sath ATM machine ka use kaise kare. Agar aapko Koi Sawal hai to
aap hame Neeche comment box Mein pooch sakte hain.
Is article ko aap apne Dosto ke sath social media par share
kar sakte hai Taki Yah Jankari humko bhi pata chal sake.
Agar aap Hamari website ki updates Pana chahte hai. to aap
Hamari website "onlinehelp2019" ko subscribe ya follow kar
sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
ATM kya hai ? ATM kaise use karte hain
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 19, 2019
Rating:
