PAN card kaise banaye ? PAN card ke liye apply kaise kare
PAN card kaise banaye ? PAN card ke liye apply kaise kare
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
kis post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain "PAN card kaise banaye"
agar aap bhi Jaana chahte hai. "pan card kaise banaye" to aap
bilkul sahi article padh rahe ho.
PAN card ke liye apply kaise kare yeh process jane ke liye
aap is article Ko shura se leke end Tak pura padhe taki aapko Har Jankari acche
se samajh Aaye.
Apne PAN card ka naam to suna hoga. PAN card aaj ke time
mein bahut zaroori hai. Agar aapka "PAN card" Kahi Kho jata
hai to aap ko bahut sari pareshani Hogi.
Aaj bahut Sare kamo ke liye PAN card ka upyog Kiya jata hai.
jaise ki bank account ke liye cash deposit karne ke liye financial transaction
karne ke liye PAN card ka upyog Kiya Jata Hai. To Jante Hain PAN card kaise
banate hain. agr aap sari Jankari Jaana chahte hai to is article ko Shuru se
leke end Tak pura padhe taki aapko Har jankari acche se samajh Aaye.
PAN card kya hai
PAN card financial transaction mein bahut Zaroori Hota Hai.
PAN card Ek pehchan Patra hai. PAN card mein 10 digit alphanumeric number Hota
Hai. Jyoki Income Tax Department dwara nirdharit Kiya jata hai.
PAN card aapke debit or credit card ki size Ki Tarah Hota
Hai isme aap ki jaruri details jaise ki naam, date of birth, father name aur
aapki signature aur photo Hota Hai.
PAN card eK Sahab pehchan Patra Hai Jise financial
transaction mein bahut Zaroori Hota Hai.
PAN card ka full form (permanent account number)
PAN card kaise banaye
PAN card ke liye apply karna bahut Aasan hai aur aap PAN
card aasani se bana sakte hain PAN card Income Tax Department Mein Sabhi city
PAN card banane ki Suvidha available karwaya hai agar aap online pan card
banana Chahte Hain To Bhi aap bana sakte hain.
Sabse Pehle Aap Ko income tax Aaykar Vibhag ki website se ek
form download karna hoga aapko Neeche Bataye Gayi website pe jaana hai.
Online pan card ke liye apply kaise kare
Online pan card ke liye apply karne ke liye aap ko neeche
bataye gaye process ko follow karna hoga.
Sabse Pehle Aap Ko is website par Jana Hoga
Uske baad aapko apply karane ke liye new Pan ko select karna
hai. uske baad individual par click Karke Aap Ke Samne form aa jayega us form
main aapko sari details provide karne Hogi.
form main aapko aapka name, father name, address age, gender
Adi Jankari ko fill karna hoga.
Uske baad aapke Samne Jo column Dikhai Dega usne aapko Apne
city Ka Ao code Bhar dena hai Ao code ka matlab hota hai aapke Shehar ka code
Jahan aap Rehte Hain.
Uske baad aapko 110/- rupay ka payment karna hoga payment
karne ke baad form ko submit kar de.
Uske baad us form ka print nikale ab is par aapko 2 passport
size photo aur signature karna hai.
Uske baad aapko is form Mein address aur aapke documents
lagakar Income Tax Department ko bhej dena hai. is form par application form
Pan likhe or ITD ko bhej de from ko online submit karne ke baad 15 Dino Ke
Andar bhej na Zaroori Hota Hai.
PAN card ke liye document
PAN card banane ke liye kuch document bhi zaroori hai. Hum
Aap Ko Bata Dete Hain PAN card ke liye kaun kaun se document Lagana zaroori
hai.
- Identity proof
identity proof ke liye aap voter ID card, passport, driving
licence ya ration card Laga sakte hain.
- Address proof
Address proof mein aap driving licence, Aadhar card, voter
ID card ya passport Laga sakte hain.
- Date of birth proof
Date of birth main aap 10th or 12th ka marksheet bhi Laga
sakte hain.
To Is Tarah Se aap PAN card ke liye apply kar sakte hai. aur
Apna PAN card aasani se bana sakte hai.
is post Mein Humne Dekha PAN card kaise banaye aur isi ke
saath Humne yeh bhi dekha PAN card ke liye apply kaise kare. Agar aapka koi
Sawal hai to aap hame Neeche comment Karke pooch sakte hai.
is article ko aap apne Dosto ke sath social media par share
kar sakte hain. taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake.
Aapko yeh article kaisa laga aap hame Neeche comment box
Mein Jarur Bataye. Aap Hamare website ke updates Par Na Chahte Hain To aap
Hamari website "onlinehelp2019" ko subscribe ya follow kar
sakte hai. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
PAN card kaise banaye ? PAN card ke liye apply kaise kare
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 19, 2019
Rating: