Jio internet ki speed Kaise Badhaye
Jio internet ki speed Kaise Badhaye
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hai "jio ki Internet speed Kaise
Badhaye". agar aapke bhi jio internet slow kaam kar raha hai. to aap
bilkul sahi article padh rahe hain is article Mein Hum Aap Ko sari jankari
batayenge.
Jio ki Internet speed badhane ke liye aap is article ko
Shuru se leke end Tak pura padhe taki aapko aur Jankari acche se samjhaye.
Jab Shuru wati Dino Mein jio 4G launch kiya tha toh bahut
Sare logo Ne jio market se khrid liya tha lekin kuch dino baad logo ki Internet
speed se pareshani aani lagi. Aaj Fir Koi jio ki Internet speed Ko Leke
Pareshan Hai Har Koi Kehta Hai Jio internet speed bahut kam ho gayi hai. Lekin
aaj ki is post mein hum aapko jio ki speed internet speed badhane ke liye kuch
Tarika Bata Ne Wali Hai. jis ki madad se aap apne jio internet speed ko bada
sakte hain. Ummid karte hai aapko Hamare Sabhi article Pasand aa rahe hai. aur
Usi Tarah Se Hamare blog par aane wale Sabhi article ko Pasand Karte Rahe.
Suru wati Dino Mein jio unlimited data ke sath free internet
Diya Tha. Jiske Chalte bahut sare logone fayda liya. Kuch Dino Ke Baad ka jiointernet speed kam Ho gaya.
jio internet speed badhane ke liye hum aap ko sari Jankari
vistar se batayenge to Chaliye Jante Hain jio ki internet speed Kaise Badhaye.
Jio ki Internet speed Kaise Badhaye
Mobile mein jio ki Internet speed badhane ke bahut Sare
tarike hote hain lekin is post mein hum aapko internet ki speed fast karne ka
bahut hi Aasan Tarika Batayege. jisse aap apne mobile se Jio ka speed Bada
sakte hain to Jante Hai jio speed Kaise Badhaye.
- Virus scan app
Aaj kal hum apne mobile mein bahut Sare apps File ko rakhte
Hain Jiske Karan hamara mobile slow Ho Jata Hai Jiski wajah se mobile ka
internet speed bhi slow jata hai. to aap apne mobile se un used file ya app ko
uninstall kar sakte hain jis ki madad se aap apne jio ki Internet speed ko bada
sakte hain. Ya aap apne mobile ko scan kar sakte hain jis ki madad se aap ki
jio ki internet speed badh sakti hai. Jyada file or data ke kaaran mobile me
virus aa jata Hai Jab Hum mobile ko scan Karte Hain To Hamara mobile fast work
Karta Hai Jiske saath Hamari internet speed badhata hai.
- Change APN setting
Aap apne jio ki Internet speed badhane ke liye jio setting
Mein APN setting ko change kar ke new setting add kar sakte hai jisse aap apne
jio ki Internet speed Badha sakte hain.
- Sim slot change
Jio ki internet speed banane ke liye aap apne mobile ke
first wale slot Mein jio ki sim Laga kar Apne jio ko fast speed de sakte hain.
- Best browser
Jio ki speed badhane ke liye aap apne mobile mein best
browser use kare yaniki Google Chrome, UC Browser Ye fast browser hai aur aap
apne jo ki speed Badha sakte hain.
To is post Mein Humne Dekha "jio internet ki speed
Kaise Badhaye" aur isi ke sath "jio internet speed badhane ke
tarike" Humne Dekhe Umeed karte hai aapko Yahan sari Jankari samajh Aayi
Hogi. agar aapka koi Sawal hai to aap hame Neeche comment box Mein pooch sakte
hain.
Jio ki Internet speed Kaise Badhaye is article ko aap apne
Dosto ke sath social media par share kar sakte hain taki yeh jankari unko bhi
pata chal sake.
Agar aap Hamari website ki updates paana chahte hai to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Jio internet ki speed Kaise Badhaye
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 18, 2019
Rating: