Paypal kya hai Paypal par account kaise banaye
Paypal kya hai Paypal par account kaise banaye
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto aaj
ki is post mein hum aapko btane Wale Hai "Paypal kya hai" aur
Paypal pe account kaise banate hai. agar aap bhi "PayPal Account"
banana chahte hai to aap bilkul sahi article padh rahe ho.
Paypal kya hai aur Paypal par account kaise banaye ya sari
Jankari jane ke liye aap is article ko Shuru se leke end Tak pura padhe taki
aapko sari Jankari acche se Samaj aaye.
Is digital Duniya Mein Hum online payment karne ke liye
bahut sari service ka use karte hai. agar hame koi online product kharidna hai
aur uska online payment karna hai to hum bahut sare online service ka use karte
hain. lekin sabse best Hai Paypal Paypal ki madad Se Hum KisiKo Bhi Online
Payment kar sakte hai ya online payment receive kar sakte hai. Paypal ek best
service hai jis ki madad Se Hum online transaction Badi aasani se kar sakte
hain. Paypal ki madad Se Hum International online payment kar sakte hai or
International online payment receive kar sakte hai. Payapal Bharat ke alava duniya
me bahut desh me service provide karta hai.
Lekin ab aap soch rahe Honge ki online payment karne ke liye
bahut Sare option hai. lekin hum aapko bata de PayPal jaisi simplicity aur kisi
mein nahi hai. people use karne Main Behad aasan hai aur Paypal mein payment
bhejne ke liye bhi sabse accha option hai.
To aaiye Jante Hai Paypal kya hai aur paypal kaise kaam
karta hai.
Paypal kya hai
Paypal ek American company hai jo online payment yaniki
transaction Karti Hai. Paypal ki madad Se Hum International transaction Badi
aasani se kar sakte hain.
Paypal ki madad Se Hum duniya bhar Mein Kisi Ko Bhi Online
paise bhej sakte hain. ya paise receive kar sakte hain. paypal ek surakshit aur
Aasan Tarika Hai Jiski madad se Hum paise bhej sakte hain.
Paypal par account bana Kar Hum online paise transfer kar
sakte hain. uske sath sath Hum bank account main Seedhe Bhugtan money transfer
ki Suvidha bhi Paypal Hame deta hai.
Paypal Kaise kaam karta hai
Paypal ek e-wallet Ki Tarah kaam karta hai. Jise Hum laptop
computer tablet ya mobile me use kar sakte hain. Iske Alawa paypal ko Android
app me bhi use kar sakte hai. paypal ek Asan aur surakshit online transaction
hai.
Hame Paypal par sign up karne ke liye email address ka use
karna Hota Hai. aur Yehi email address Hamara Paypal ID Hota Hai. uske baad
Hame Apne credit card ya debit card ki puri Jankari deni hoti hai uske baad hum
PayPal Account se duniya bhar Mein Kisi Ko Bhi Online paise bhej sakte hai ya
receive kar sakte hain.
Hum jis vyakti ko money send kar rahe hain us vyakti ke paas
PayPal Account Hona aroori Hai. Paypal Hamare bank account se paise transfer
Karta Hai. iske liye Paypal Commission be karta hai.
To aaiye Hum Jaan lete hain Paypal par account kaise banate
hain.
Paypal par account kaise banaye
Paypal Mein Do type ke account Hote Hain.
- Individual account
Individual account yaniki personal account bhi Keh sakte
hain. iss account ke dwara Hum PayPal Account se dusre PayPal account mein
money transfer ya receive kar sakte hain isme aap ko credit card or debit card
ki jankari nahi Mangi Jati.
- Business account
Business account is PayPal account ka use Businessman karte
hai. agar aap ka business desh ki bahar duniya bhar hai to aap is account ko
bana sakte hain.
Sabse Pehle apko PayPal Account type select karna hai.
Uske baad aapko apni sari jankari dalni hai.
- Full name
- Mobile number
- Address
- Date of birth
Uske baad aap agree and create account per click kare.
Uske baad Aap Ke Samne Ek window khulegi usne aapko credit
card or debit card ki jankari Mangi Jayengi.
Agar aap apne Debit ya credit card ko baad mein dalna chahte
hai. to aap I link my card letter par click kar dijiye.
To Is Tarah Se aap apna PayPal account bana sakte hain.
Ab aap soch rahe Honge ki PayPal Account se money transfer
kaise kare ya iska use kaise kare.
To Jante Hai PayPal account ka use kaise kare.
How to use PayPal
Agar aap Kisi Ko online Paypal ke through paise bhejna
Chahte Hain To uske liye aapko us vyakti ka email address joki Paypal ka hona
chahiye usse enter karna hai. uske baad send money par click karna hai to ISI
Tarah Se aap paise transfer kar sakte hain.
Agar Apke Paypal se online shopping karna chahte hai. to aap
online money transfer Karke paypal se online shopping kar sakte hain. bas bahut
hi Aasan Tarika hai aapko payment method main paypal karna hai usme Apna PayPal
account dalna hai.
Agar aap Kisi Se money receive karna chahte hain to uske
liye aapko us vyakti ko Apna PayPal account ka email address dena hai. woh
aapko Paypal ke trough Online paise transfer kar sakta hai.
To aap is tarah se Paypal se online surakshit payment kar
sakte hai. aap Ghar Baithe Paypal ke dwara online duniya bhar Mein Kahi bhi
payment send Ya receive kar sakte hain. woh bhi surakshit aur Aasan tarike se.
Is article Mein Humne Dekha "Payple kya hai".
aur ISI Ke Saathi hum yeh bhi dekha "PayPal account kaise banate hain".
ummid karte hai aapko Yeh Hai Jankari achi lagi Hogi agar aapka koi Sawal hai
to aap hame Neeche comment kar ke pooch sakte hain.
Paypal kya hai aur people ka use kaise kare is article ko
aap apne Dosto ke sath social media par share kar sakte hain. taki yeh Jankari
unko bhi pata chal sake.
Agar aap Hamari blog ke update Pana chahte hai to aap Hamari
website “onlinehelp2018” ko subscribe ya follow kar sakte hai. Apna
bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Paypal kya hai Paypal par account kaise banaye
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 18, 2019
Rating: