CPU kya hai? CPU Kaise kaam karta hai?
CPU kya hai? CPU Kaise kaam karta hai?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “CPU kya hai” aur “CPU
Kaise kaam karta hai” agar aap CPU ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain
To aap bilkul sahi article padh rahe hain.
CPU ke bare mein sari Jankari jane ke liye is article ko
Shuru Se Lekar end Tak padhe Taki aapko Har Jankari acche se samajh Paye ummid
karte hain aapko Hamare Sabhi post Pasand aa rahe hain aur Usi Tarah Se Hamare
Aane wali post ko bhi Pasand Karte Rahe.
Aaj ki is digital Duniya Mein computer ko bahut hi mahatva hai
aur ghar mein main office main Bank Mein Har Jagah computer ka use Kiya Jata
Hai. computer ki madad Se Hum koi bhi kaam online tarike se aasani se kar sakte
hain.
Computer ka main Bhag hota hai CPU to aaj hum aapko CPU kya
hota hai CPU Kaise kaam karta hai CPU ke bare mein sari Jankari batayenge to
Jante CPU kya hai.
CPU kya hai?
CPU computer ka brain hota hai CPU Mein Har process hota hai
CPU main file save kiya Jata Hai CPU mein software install Kiya Jata Hai matlab
CPU computer ka mukhya Bhag hai.
CPU Mein Sara data store Kiya jata hai agar aapko koi bhi
process karna hai to O sabse pahle CPU Mein Hota Hai.
CPU Kaise kaam karta hai CPU ke andar processor Laga Hota
Hai jo process control karta hai processor EK electronic device hota hai jo
computer ke motherboard Mein Laga Hota Hai.
CPU ke main part
Ab Hum Jante Hain CPU ke men part kya kya Hote Hain.
- Arithmetic logical unit
- Memory
- Control unit
Arithmetic logical unit
Yah arithmetic calculation karta hai.
Memory
Yeah computer ka storage device Hota Hai iska upyog computer
mein data store karne ke liye Kiya jata hai.
Control unit
Control unit input output ko control karta hai control unit
computer ke sabhi Karya ko control karne ka kaam karta hai.
CPU ke Karya
CPU input or output ko Pradhan karta hai.
Computer ki saree processing CPU Mein hoti hai.
CPU sabhi karyo ko control karta hai.
TO Is Tarah Se CPU Karya karta hai.
Is article Mein Humne Dekha “CPU kya hota hai” aur “CPU
Kaise kaam karta hai” agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap
Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. aapko yeah article kaisa laga aap Hamein Neeche comment box
Mein Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ki updates Pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” Ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
CPU kya hai? CPU Kaise kaam karta hai?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 14, 2019
Rating: