Wordpress kya hai? wordpress ke fayde kya hai?
Wordpress kya hai? wordpress ke fayde kya hai?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “wordpress kya hai” aur “wordpress
par free blog kaise banaye” agar aap bhi wordpress ke bare mein Jankari
Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi post but rahe hain.
Wordpress ke bare mein sari Jankari jane ke liye is post ko
Shuru Se Lekar end Tak pura padhe taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Bahut Sare logo ko apni website Banakar use par blog likhna
Pasand Hota Hai. lekin unko pata nahin Hota ki website kaise banate hain. kahan
par banate hain website banane ki Piche Sabhi logo ki Alag Alag thoughts Hote
Hain.
Kai log website Bana kar Apne product online bechna Chahte
Hain Koi log website ki madad se online paise Kamana Chahte Hain.
Lekin Khud ki website banane ke liye wordpress bahut hi best
platform Hai wordpress ki madad se aap khud ki website Banakar online product
bhech sakte hain ya online income kar sakte hain.
Aaj ki Samay Mein wordpress bahut hi popular platform Hai.
Jis Par aap apni website Banakar internet par popular ho sakte hain. internet
par jyadatar log website banane ke liye wordpress ka hi istemal Karte Hain.
Wordpress kya hai
Wordpress ek popular website hai jis ki madad se aap apni
official website bana sakte hain. wordpress Duniya Mein sabse best website hai.
Online website banane ke liye jyadatar log wordpress ka hi
istemal karte hain wordpress ki shuruaat 2003 Mein hui thi.
Wordpress CMS ki Shreni Mein Aata Hai. Ab aap soch rahe
Honge ki CMS kya hai? CMS ka matlab hota hai content management system jis mein
aap ko bahut kuch Khud nahi banana padta hai theme aur template Banai Banaye
hote hain aur jis ka aasani se use kar sakte hain.
Agar aap bhi online income karna chahte hain ya online
product sale karna chahte hain to aapko uske liye wordpress par apni website
Banani Hogi lekin aap ko nahi pata ki wordpress par blog kaise banaye To Hum
Aap Ko batate Hain Ki Kis Tarah Se aap wordpress par free blog kaise banaye.
Wordpress.com
Wordpress.com par AAP bilkul free mein khud ka blog bana
sakte hain iske liye aapko Kisi web hosting or domain Ki avashyakta Nahin Hoti.
Jis Tarah Se Google ke blogger.com par Apna Koi blog create karte hain Usi
Tarah Se wordpress.com par kaam karta hai.
Wordpress.org
Wordpress.org professional website ya blog bana sakte hain
ya fir service Hai Kyunki is par website banane ke liye aapko web hosting or domain
kharidna padta hai uske baad aap is par kaam kar sakte hain.
Wordpress par blog kaise banaye
Wordpress par blog banane ke liye Neeche Bataye Gaye process
ko follow Karen.
Sabse pahle aapko wordpress ki website par Jana Hoga.
Wordpress ki website kholne par Aap Ke Samne get started ka
option Hoga use per click Karen.
Uske baad Aap Ke Samne Ek new page khulega Jisme aapko kuch
details Dali Hogi.
Uske baad Aap Ke Samne dusra page khulega Jisme aap ki
website Ka Naam Hoga Ab aap domain name select karna hoga aap free wale Domain
name par click Karen.
Uske baad aap automatic next page par aa jayenge aapko
wordpress ke paid plane dikhenge aap sabse Neeche start with free per click
Karen.
Uske baad aapko next step Mein wordpress par Apna account
banana Hoga jiske liye aapko apni email id dalni Hogi Aur Ek Naya password
enter karna hoga uske baad continue par click karna hoga.
To Is Tarah Se aap wordpress par free blog bana sakte hain
uske baad aapko aapki email ID par verification link Aayegi Jiska aap ko kholna
Hoga aur apne wordpress ko verify karna hoga.
Wordpress par blog banane ke fayde
Ab Hum Jante Hain wordpress par blog banane ke kya kya fayde
hai.
Wordpress mein aap apni website ko alag alag theme Laga
sakte hain jo ki responsive aur mobile friendly hoti hai.
Wordpress Mein Apni website ko bahut hi achi Tarah Se kar
sakte hain uske liye aapko plugin install karne ki jarurat hoti hai.
Iske alava wordpress par blog banane ke aur bhi Kafi fayde
Hote Hain.
Is article Mein Humne Dekha “wordpress kya hai” aur “wordpress
par blog kaise banaye” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to
aap Hamein Neeche comment box Mein zaroor Puche.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ki updates par karna chahte hain to
aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte
hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Wordpress kya hai? wordpress ke fayde kya hai?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 13, 2019
Rating: