Google Play Store par Apna application Kaise upload Kare?


Google Play Store par Apna application Kaise upload Kare?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj kis post Mein Hum Aap Ko batane wale hai. “Google Play Store par aap apna application Kaise upload kar sakte hain” agar aap bhi Google Play Store par Apna app upload karna chahte hain to aap bilkul sahi post padh rahe hain.


Google Play Store par Apna application Kaise upload Kare?


Agar aap apna application ko Google Play Store par upload karna chahte hain to is post ko Shuru Se Lekar end Tak Pade taki aap ko aur Jankari acche se samajh Aaye.



Agar aap ne khud ka Android app banaya hai aur aap use Google Play Store par dalna Chahte Hain aur aap Nahi Jante ki application ko Google Play Store par kaise Dalate hai to hum aapko batayenge Google Play Store par application Kaise Dale.



Google Play Store bahut hi popular platform hi Google Play Store par aapko bahut Sare application Milenge agar aap bhi apna khud ka application Google Play Store par dalna Chahte Hain aur bahut Adhik download Chahte Hain To aap is post ko pura padh sakte hain.



Google Play Store par app Kisi bhi Tarah ka App Dal sakte hain lekin uske liye aapko Google Play Store par account banana Hoga aur uske liye aap ko paise dene Honge To Aayi Jante Hain Google Play Store par app Kaise upload Karen.



Google Play Store par app Kaise upload kare?




Google Play Store Kafii best platform hi Google Play store ki madad se aap apne app ko bahut Sare logo ke paas pahuncha sakte hain Iske Alawa aap ke app ko bahut Sare download bhi Milenge.



Apne Android app ko Google Play Store upload karne ke liye Neeche Bataye Gaye process ko follow Karen.



Sabse pahle aap ko https://play.google.com/apps/publish/signup/ website par jakar email id aur password dalkar login karna hoga.



Account create hone ke bad payment karna hoga uske baad adding a new application par click karna hai. uske baad Aap Ke Samne Ek window khulegi wahan se aapko language aur apps ke naam dene Hote Hain.



Uske baad upload your first APK to production par jaana hai uske baad Apna apk file select karna hai aur upload karna hai.



Uske baad Aap Ke Samne successful ka message aa jayega uske baad aapko app ke bare mein description dena hai jo Play Store par show hoga uske baad aapko screenshot Lagan Hain icon lagana hai aur Puri details dena hai.



Uske baad pricing and distribution per click Karen screen ke top right corner par aapko Ek option dikhayega publish this app par click Karen.



To Is Tarah Se Badi aasani se aap apne app ko Play Store par upload kar sakte hain.



Play Store se paise Kaise kamaye?




Google Play Store Google ke dwara Banai Gai service hai Jisme aap koi bhi app free Yaha paid Karke download kar sakte hain agar aap devloper hai to aap Android app Banakar Google Play Store par upload Karke paise Kama sakte hain.



Apko sirf upload karne se paise Nahin Milte balki aap soch rahe Honge ki Play Store se paise Kaise kamaye yeh Jankari hum aapko batayenge hum aapko admob ke bare mein batayenge.



Admob Google ki service Hai Jis Par account bana kar aap Android App se paise Kama sakte hain admob ki ad aap apne Android app mein Laga kar usse paise Kama sakte hain.



To Is Tarah Se Badi aasani se aap Android app Banakar usse paise Kama sakte hain aur use Google Play Store par upload kar sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha “Google Play Store par app Kaise upload Kare” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap hame Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Is article ko aap apne doston ke sath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article kaisa laga aap hame comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Google Play Store par Apna application Kaise upload Kare? Google Play Store par Apna application Kaise upload Kare? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 18, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.