WhatsApp ka backup Kaise Le? WhatsApp backup lene ka tarika?
WhatsApp ka backup Kaise Le? WhatsApp backup lene ka tarika?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “WhatsApp ka backup Kaise Le”
agar aap bhi Apne WhatsApp ka backup Lena Chahte Hain To aap bilkul sahi post
padh rahe hain.
Apne WhatsApp ka backup lene ke liye is post ko Shuru Se
Lekar end Tak Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aap apni WhatsApp ka backup Lena chahte hain agr aapka
phone Kahi format ho gaya hai aur aap apne WhatsApp ka backup lena Chahte Hain
to aaj hum aapko batayenge WhatsApp ka backup Kaise le. WhatsApp ka backup
Lekar aap purani message aur photos videos, audio ya apni file ko backup Le
sakte hain.
Is digital Duniya Mein WhatsApp ka use bahut Sare log karte
hain WhatsApp ki madad se aap apne doston ko files photos videos aur message
Badi aasani send kar sakte hain lekin galti se Agar Hamara WhatsApp delete ho
jata hai aur Hamari sabhi chat delete ho jati hai to hum bahut Pareshan ho Jate
Hain aur hum ne WhatsApp ka backup Lena chahte hain lekin bahut Sare logo ko
WhatsApp ka backup Kaise lena hai yeh pata nahin hota to Aaj ki post mein hum
aapko batayenge WhatsApp ka backup Kaise le.
WhatsApp backup kaise kare?
Apne WhatsApp ka backup lene ke liye Neeche Bataye Gaye
process ko follow Karen.
Sabse pahle aapko apna WhatsApp kholna hoga.
Uske baad menu ke option par jakar setting per click karna
hoga.
Uske baad aapko kuch option Dekhenge Jisme aapko chat ka
option Milega use per click Karen.
Uske baad aapko next page par kuch option Milenge Jisme in
chat backup ke option par click Karen.
Uske baad Aap Ke Samne WhatsApp backup ka page khulega aapko
is page par Sare option ko set karna hai.
Uske baad aapko Apne backup ka timing set karna hai Jaise
never only when I tab backup daily weekly monthly in mein se aap jis Tarah ka
backup Lena Chahte use select Karen.
Uske baad aapko account ke option mein aapko apna account
Dikhai Dega jisse aap apne mobile par register hai. aap apne Jis Google account
par backup Lena Chahte Hain use account ko select Karen.
Uske baad aapko 2 option Milenge Wi-Fi aur Wi-Fi aur
Cellular aap jis option ko use karna chahte hain use select Karke backup Le
sakte hain.
Agar aap apne backup Mein videos ko bhi add karna chahte
hain to aap include videos ke option par click Karen.
Iske bad backup ke option par click Karen.
Uske baad aap ki backup ki process start ho jayegi aur aapki
sari chat ab safe Ho Jaenge.
WhatsApp backup lene ke fayde
WhatsApp backup lene ke kuch fayde bhi Hote Hain Jante Hain
unke bare mein.
Retrive all format data
Aap apna format data ko fir se Pa sakte hain.
Save message
Isme aap Google Drive par save data rakhte Hain Agar aapka
phone reset bhi ho jata hai ya software delete ho jata hai to aap ki message
save Rehte Hain.
Restore all media
Aap apni purani chat score Wapas bhi Pa sakte hain aur
photos videos ko bhi fir se prapt kar sakte hain.
Is post Mein Humne Dekha “WhatsApp backup kaise kare”
Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box
Mein Jarur pahunche.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article
kaisa laga ab aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
WhatsApp ka backup Kaise Le? WhatsApp backup lene ka tarika?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 18, 2019
Rating: