Mobile se virus Kaise hataye? mobile se virus hatane Ka Tarika?


Mobile se virus Kaise hataye? mobile se virus hatane Ka Tarika?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hai. “mobile se virus Kaise hataye” agar aap bhi apne mobile se virus hatana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Mobile se virus Kaise hataye? mobile se virus hatane Ka Tarika?
Mobile se virus Kaise hataye?

Apne mobile se virus hatane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak Pade tha ki aapko har jankari achhe se samajh Aaye.



Agar aap ki mobile phone me virus aa gaya hai aur aap ka mobile bhi slow kaam kar raha hai to aap ko Chinta karne ki jarurat nahi hai. Kyunki aap ko post mein hum aap ko phone se virus Kaise hataye yeh batayenge jis ki madad se aap apne phone se virus hata Sakenge aur fir se pahle Ki Tarah acche se kaam karne lage ga.



Mobile me virus Kaise Pata Kare?




Agar aap ka mobile Dheere Dheere chal raha hai ya hang ho raha hai. iska Karan hai aapke mobile mein virus aa chuka hai Kisi bhi application ko kholte Samay mobile hang ho raha hai uski processing speed bahut hi kam hai Jiski vajah se aap ke mobile ke virus.



Mobile se virus Kaise hataye?




Apne mobile se virus hatane ke liye hum aapko Kuch Aise tarike batayenge Jin ki madad se aap apne mobile ke virus ko aasani se Hata Sakenge.



Agar apke smartphone Mein virus hoga to aap ka smartphone slow Kaam Karega aur aapke mobile mein junk file hone ki vajah se bhi mobile slow ho jata hai aap cleaner app ka use Karke Bhi Apne mobile ke virus ko Hata sakte hain.



Agar aapke mobile mein kuch application automatically install ho gaye hain aur aap ki mobile ki speed kam ho chuki hai to aap application ko uninstall kar sakte hain.



Apne smartphone ko factory restore yani ki reset karne se bhi mobile ka virus Hata sakte hai. Uske liye aapko setting Mein Jaana Hoga uske baad setting Mein backup and reset ke option par click karna hoga factory data reset par click Karke aap mobile ko reset kar sakte hain.



Aap apne mobile mein anti-virus App use kar sakte hain jisse aap ke mobile mein virus Hata Diya jaega.



Apne mobile mein se unknown file ko delete kare jisse aap ke mobile mein se virus hot Jayega.



To Is Tarah Se Badi aasani se aap apne mobile ka virus Hata sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha “mobile se virus Kaise hataye” ya “mobile me virus Kaise Pata Kare” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Is article ko aap apne doston ke saath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko ya article kaisa laga Appa Mein comment Mein Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke update karna chahte hain to aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Mobile se virus Kaise hataye? mobile se virus hatane Ka Tarika? Mobile se virus Kaise hataye? mobile se virus hatane Ka Tarika? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 18, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.