Paid apps free mein kaise download Karen?
Paid apps free mein kaise download Karen?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “paid apps free mein kaise
download Kare” agar aap bhi paid Hai free mein download karna chahte hain
to aap bilkul sahi post padh rahe hain.
Paid app free me download karne ke liye is post ko Shuru Se
Lekar end Tak Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Google Play Store se hum bahut Sare apps aur game download
karte hain. Google Play Store par do Tarah Ke apps hote hain Ek hote hain free
apps aur dusre hote hain paid apps matlab free apps aap Sidhe download kar
sakte hain unko Koi charges nahi lagta lekin jo Paid hote hain unko charges
lagta hai.
Paid app download karne ke liye Hame paise dene padte hain
lekin kya aap Janna Chahte Hain ki koi bhi paid App free mein download kaise
karen aajkal Bahut Si website Hai Jahan se aap free mein paid app download kar
sakte hain.
Paid app ko free me kaise download Karen Iske bare mein
Jankari Aaj Ham aap ke saath share Karne Wale Hain Jis Se aap Sidhe Play Store
se bina paise diye paid app Ko download kar Sakenge.
Paid apps free me download kaise kare
Paid apps ko free me download karne ke liye hum aapko kuch
apps ke bare mein batayenge Jinka use Karke aap koi bhi App free me download
kar Sakenge.
4shared app
Sabse pahle aap ko apne phone mein 4shared app Ko download
karna hoga.
Download karne ke bad is app ko install Karen.
Install karne ke bad sign up Karen aur sign up karne ke liye
aapke Samne 3 option aaenge aap Kisi bhi option se signup kar sakte hain.
Uske baad aap login Ho Jayenge login ho jane ke baad aap
search box mein jo paid app download karna chahte hain. use search Karen aap
Jaise Hai apko search Karenge Aap Ke Samne Se show Hone Lagega.
Aur aap wahan se use Badi aasani Se download kar sakte hain.
Aptoide app
Sabse pahle aap ko is app Ko download karna hoga download
karne ke bad install karna hoga.
Uske baad aapko jo App download karna hai use search box
mein search Karen.
Uske bad use app ko aap download kar sakte hain.
BlackMart app
Sabse pahle aap ko Apne smart phone mein BlackMart app Ko
download karna hoga download karne ke bad kaise install karna hoga.
Uske baad is app ko khole aur Upar right side main menu ke
option par click Karen.
uske baad Mainu main aap short Mode Par click Karen.
Uske baad desending option par select Karen.
Uske baad filter ke option par click kar ke paid ke option
par click Karen.
Uske baad Aap Jo app download karna chahte hain use search
kare aur download kar sakte hain.
To Is Tarah Se Badi aasani se aap koi bhi paid application
download kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “paid apps free me kaise
download Kare” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein
Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeh article
kaisa laga aap Hamein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Paid apps free mein kaise download Karen?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 18, 2019
Rating: